| Singer | Roop Kumar Rathod |
| Genre | Traditional |
| Language | Hindi |
| Album | Bhairavi |
moh maya ko tyag re praani
moh maya ko tyag re praani
jeevan hai
jeevan hai bas behta paani
moh maya ko tyag re praani
moh maya ko tyag re praani
jeevan hai bas behta paani
moh maya ko tyag re praani
jal pe kaahe chitra banaye
jal pe kaahe chitra banaye
ye chhaya toh hai aani jaani
moh maya ko tyag re praani
moh maya ko tyag re praani
roop ki dhoop toh dhal jaayegi
roop ki dhoop toh dhal jaayegi
mom ye saari pigal jaayegi
mom ye saari pigal jaayegi
sukh dukh hai
sukh dukh hai sab pemaani
moh maya ko tyag re praani
moh maya ko tyag re praani
ahankaar ka aanchal chhodo
ahankaar ka aanchal chhodo
joothe bandhan saare todo
joothe bandhan saare todo
kehte aaye sadaa hi gyaani
moh maya ko tyag re praani
moh maya ko tyag re praani
jeevan hai bas behta paani
moh maya ko tyag re praani
moh maya ko tyag re praani
moh maya ko tyag re praani.
Moh Maya is a popular hindi song performed by Roop Kumar Rathod. The song belongs to Bhairavi and has gained popularity among music lovers. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Moh Maya is sung by roop kumar rathod.
Moh Maya belongs to the album Bhairavi.
Moh Maya is a hindi song.
Yes, you can read the complete lyrics of Moh Maya online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by roop kumar rathod and discover related songs on ASOM Lyrics.