| Singer | Himesh Reshammiya & Tulsi Kumar |
| Genre | Dance |
| Language | Hindi |
| Album | Aksar |
aksar dil tujhe yaad karta hai
aksar dil tujhe yaad karta hai yaar
mere pyaar ki aazmaaish ho rahi hai
mohabbat ki guzaarish ho rahi hai
mohabbat ki guzaarish ho rahi hai
tumhe paane ki koshish ho rahi hai
janaab-e-jaaniya, janaab-e-jaaniya
janaab-e-jaaniya, janaab-e-jaaniya
janaab-e-jaaniya, janaab-e-jaaniya
janaab-e-jaaniya, janaab-e-jaaniya
mohabbat ki guzaarish ho rahi hai
tumhe paane ki koshish ho rahi hai
janaab-e-jaaniya, janaab-e-jaaniya
janaab-e-jaaniya, janaab-e-jaaniya
janaab-e-jaaniya, janaab-e-jaaniya
janaab-e-jaaniya, janaab-e-jaaniya
tamannaon ki sivaarish ho rahi hai
tumhe paane ki koshish ho rahi hai
janaab-e-jaaniya, janaab-e-jaaniya
janaab-e-jaaniya, janaab-e-jaaniya
tu hi meri chaahat ki manzil hai
tu hi tanhaayi ki mehfil hai
tu hi dhadkan ki zaroorat hai
tu hi meri saanson ki fabbat hai
aakhon mein tera ishq chhaaya
zara sa mujhe chain aaya
khayalon ki numaaish ho rahi hai
tumhe paane ki koshish ho rahi hai
janaab-e-jaaniya, janaab-e-jaaniya
janaab-e-jaaniya, janaab-e-jaaniya
janaab-e-jaaniya, janaab-e-jaaniya
janaab-e-jaaniya, janaab-e-jaaniya
tu hi meri yaadon ka aalam hai
tu hi mere waadon ka mausam hai
tu hi zindagaani ki sargam hai
tu hi meri khwaahish mein hardam hai
tumhi se maine dil lagaaya
tumhe na ek pal bhulaaya
mere jazbon ki baarish ho rahi hai
tumhe paane ki koshish ho rahi hai
janaab-e-jaaniya, janaab-e-jaaniya
janaab-e-jaaniya, janaab-e-jaaniya
janaab-e-jaaniya, janaab-e-jaaniya
janaab-e-jaaniya, janaab-e-jaaniya
janaab-e-jaaniya, janaab-e-jaaniya
janaab-e-jaaniya, janaab-e-jaaniya
Mohabbat Ke is a popular hindi song performed by Himesh Reshammiya & Tulsi Kumar. The song belongs to Aksar and has gained popularity among music lovers. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Mohabbat Ke is sung by himesh reshammiya & tulsi kumar.
Mohabbat Ke belongs to the album Aksar.
Mohabbat Ke is a hindi song.
Yes, you can read the complete lyrics of Mohabbat Ke online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by himesh reshammiya & tulsi kumar and discover related songs on ASOM Lyrics.