| Singer | Udit Narayan & Alka Yagnik |
| Genre | Love |
| Language | Hindi |
| Album | Farz |
mohabbat ke din ho
mohabbat ki raatein
kabhi khatm naa ho
mohabbat ki baatein
mohabbat ke din ho
mohabbat ki raatein
kabhi khatm naa ho
mohabbat ki baatein
yeh meri zindagi
ab tere naam hai
tu hai meri subhaa
tu meri shyaam hai
dilbar tujhe pyaar
karna ab mera kaam hai
yeh meri zindagi ab
tere naam hai
tu hai meri subhaa
tu meri shyaam hai
dilbar tujhe pyaar
karna ab mera kaam hai
mohabbat ke din ho
mohabbat ki raatein
kabhi khatm naa ho
mohabbat ki baatein
khwaabon mein dekha
jisse tu hai vahi dilrooba
chaahoon main kitna
tujhe tujhko nahin hai pataa
darrta hai dil jaao sanam
yun naa mujhe chaaho sanam
hum jo hue milke judaa
socho zara phir hoga kya
abhi to mile ho naa
tum aisa socho
meri chaahaton ka
yun rastaa naa roko
oh yeh meri zindagi
ab tere naam hai
tu hai meri subhaa
tu meri shyaam hai
dilbar tujhe pyaar
karna ab mera kaam hai
mohabbat ke din ho
mohabbat ki raatein
kabhi khatm naa ho
mohabbat ki baatein
tere sivaa ab mujhe
kuch yaad aata nahin
betaab rehta hoon main
yun dard jaata nahin
deewangi mushkil badi
main kya karoon mujhko bataa
is dard ki kya hai davaa
tu jo kahe mangoon duaan
ho yeh dil hai deewana
nahin maanta hai
sivaa ishq ke kuch
nahin jaanta hai
hey yeh meri zindagi
ab tere naam hai
tu hai meri subhaa
tu meri shyaam hai
dilbar tujhe pyaar karna
ab mera kaam hai
mohabbat ke din ho
mohabbat ki raatein
kabhi khatm naa ho
mohabbat ki baatein.
Mohabbat Ke Din Ho is a popular hindi song performed by Udit Narayan & Alka Yagnik. The song belongs to Farz and has gained popularity among music lovers. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Mohabbat Ke Din Ho is sung by udit narayan & alka yagnik.
Mohabbat Ke Din Ho belongs to the album Farz.
Mohabbat Ke Din Ho is a hindi song.
Yes, you can read the complete lyrics of Mohabbat Ke Din Ho online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by udit narayan & alka yagnik and discover related songs on ASOM Lyrics.