mubarak eid mubarak

mubarak eid mubarak lyrics

Poster mubarak eid mubarak

mubarak eid mubarak

lyrics/Album : Tumko Na Bhool Paayenge
Details
Singer Sonu Nigam, Arvinder Singh & Sneha Pant
Genre Dance
Language Hindi
Album Tumko Na Bhool Paayenge
Poster mubarak eid mubarak
play
Lyrics

assalaam alaikum assalaam
eid ka hai yaaro yeh payaam
hoye assalaam alaikum assalaam
eid ka hai yaaro yeh payaam
yeh eid ka tyohaar hai
khushiyon ka hai tyohaar
yeh eid ka tyohaar hai
khushiyon ka hai tyohaar
na tera hai na mera hai
yeh sab ka hai tyohaar
yeh pyaar ka paigaam hai
yeh pyaar ka paigaam
mubaarak eid mubaarak
mubaarak eid mubaarak
mubaarak eid mubaarak
mubaarak eid mubaarak
chaahe voh rehman ho
ya bhai apna ram
hindu muslim sikh isaai
sab ko hai salaam
chaahe voh rehman ho
ya bhai apna ram
hindu muslim sikh isaai
sab ko hai salaam

bas pyaar hi aaghaaz ho
aur pyaar hi anjaam
khushiyon ke is mausam
ki kabhi na aaye shyaam

yeh eid ka tyohaar hai
khushiyon ka hai tyohaar
na tera hai na mera hai
yeh sab ka hai tyohaar
yeh pyaar ka paigaam hai
yeh pyaar ka paigaam
mubaarak eid mubaarak
mubaarak eid mubaarak
hoye mubaarak eid mubaarak
mubaarak eid mubaarak
ho ho ho ho ho ho ho
ho ho ho ho ho ho
ho ho ho ho ho ho ho
ho ho ho ho ho ho

mubaarak eid mubaarak
sabhi ko eid mubaarak
mubaarak eid mubaarak
sabhi ko eid mubaarak

ho jo bhi samjhe pyaar ko
voh hai sab ka yaar
pyaar nahin to kuch bhi nahin
pyaar se hai sansaar

oye eid da jappi paake yaaro
rab da shukar manaaye
oye eid da jappi paake yaaro
rab da shukar manaaye
arre tera mera chadke
yaaro sabno gale lagaaye
ke main jhooth boliya o
ke main kufer toliya
o ke main jhooth boliya
ke main kufer toliya
o ke main jhooth boliya
ke main kufer toliya

yeh eid ka tyohaar hai
khushiyon ka hai tyohaar
na tera hai na mera hai
yeh sab ka hai tyohaar

yeh pyaar ka paigaam hai
yeh pyaar ka paigaam
mubaarak eid mubaarak hoye
mubaarak eid mubaarak
mubaarak eid mubaarak
mubaarak eid mubaarak

assalaam alaikum assalaam
eid ka hai yaaro yeh payaam
yeh eid ka tyohaar hai
khushiyon ka hai tyohaar
na tera hai na mera hai
yeh sab ka hai tyohaar
yeh pyaar ka paigaam hai
yeh pyaar ka paigaam
mubaarak eid mubaarak
mubaarak eid mubaarak
mubaarak eid mubaarak
mubaarak eid mubaarak

mubaarak eid mubaarak
sabhi ko eid mubaarak
mubaarak eid mubaarak
sabhi ko eid mubaarak.

Mubarak Eid Mubarak Lyrics Meaning

Mubarak Eid Mubarak is a popular hindi song performed by Sonu Nigam, Arvinder Singh & Sneha Pant. The song belongs to Tumko Na Bhool Paayenge and has gained popularity among music lovers. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.

Frequently Asked Questions

Who sang Mubarak Eid Mubarak?

Mubarak Eid Mubarak is sung by sonu nigam, arvinder singh & sneha pant.

Which album contains Mubarak Eid Mubarak?

Mubarak Eid Mubarak belongs to the album Tumko Na Bhool Paayenge.

What language is Mubarak Eid Mubarak?

Mubarak Eid Mubarak is a hindi song.

Can I read Mubarak Eid Mubarak lyrics online?

Yes, you can read the complete lyrics of Mubarak Eid Mubarak online on ASOM Lyrics.

Where can I find more songs by sonu nigam, arvinder singh & sneha pant?

You can browse more lyrics by sonu nigam, arvinder singh & sneha pant and discover related songs on ASOM Lyrics.

You May Also Like (Similar)

Advertisement
Disclaimer: ASOM Lyrics provides song lyrics for educational, informational and personal use purposes only. All song lyrics, artist names, album names and related trademarks belong to their respective owners.

Copyright Notice: If you are a copyright owner or authorized representative and believe that any content on this website infringes your rights, please contact us through our DMCA page. We will review and take appropriate action promptly.