| Singer | Sadhana Sargam |
| Genre | Romantic |
| Language | Hindi |
| Album | Mahaveera |
oo oo oo…
mujhe tukar tukar
mujhe tukar tukar na dekh balma
mujhe tukar tukar na dekh balma
mujhe kuch ho raha o jalma
o balma o jalma o balama o jalma
mujhe tukar tukar
mujhe tukar tukar na dekh balma
mujhe kuch ho raha o jalma
tujh se aankhe kyaa mili
dil mein lag gayi aag
ho dil mein lag gayi aag
asia lag gaya mujhe das gaya kala naag
das gaya kala naag
mera dil gaya jaan gayi
mera dil gaya jaan gayi
mujhe tukar tukar
mujhe tukar tukar na dekh balma
mujhe kuch ho raha o jalma
chhedege log mujhe leke tera naam
leke tera naam
tera kyaa ho jaaugi mein
muft mein badnaam
muft mein badnaam
chhod aanchal na chhed jalma
chhod aanchal na chhed jalma
mujhe tukar tukar
mujhe tukar tukar na dekh balma
mujhe kuch ho raha o jalma
kagaj kalam da batala
main kardu ye kaam
ho main kardu ye kaam
likha du apni jaan to jaanu tera naam
o to jaanu tera naam
aur mein kyaa karu bol balma
aur mein kyaa karu bol balma
mujhe tukar tukar
mujhe tukar tukar na dekh balma
mujhe kuch ho raha o jalma
o balma o jalma o balama o jalma
mujhe tukar tukar
mujhe tukar tukar na dekh balma
mujhe kuch ho raha o jalma.
Mujhe Tukar Tukar Na Dekh Balma is a popular hindi song performed by Sadhana Sargam. The song belongs to Mahaveera and has gained popularity among music lovers. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Mujhe Tukar Tukar Na Dekh Balma is sung by sadhana sargam.
Mujhe Tukar Tukar Na Dekh Balma belongs to the album Mahaveera.
Mujhe Tukar Tukar Na Dekh Balma is a hindi song.
Yes, you can read the complete lyrics of Mujhe Tukar Tukar Na Dekh Balma online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by sadhana sargam and discover related songs on ASOM Lyrics.