| Singer | Kumar Sanu |
| Genre | Sad |
| Language | Hindi |
| Album | Sangharsh |
naaraz savera hai
har oor andhera hai
naaraz savera hai
har oor andhera hai
koi kiran to aaye kahin se
aaye aaye
naaraz savera hai
har oor andhera hai
naaraz savera hai
har oor andhera hai
koi kiran to aaye kahin se
aaye aaye
naaraz savera hai…
zindagi, tanhaioon ka
dard hai naam hai
har khushi dhalti hui
dukh bhari shaam hai
saanson ke khazanoon ka
ye waqt lootera hai
koi kiran to aaye kahin se
aaye aaye
naaraz savera hai…
raat ki khamoshiyoon mein
ansuna hoor hai
kheenchti baandhe bina hi
kaun si ye dor hai
bejaan salakhoon ne
meri rooh ko ghera hai
koi kiran to aaye kahin se
aaye aaye
naaraz savera hai…
woh mere bachpan ka mausam
woh zamaana kho gaya
maut ke sayee mein reh ke
beubaan main ho gaya
zakhmon ki zameenon pe
zulmoon ka basera hai
koi kiran to aaye kahin se
aaye aaye
naaraz savera hai…
har oor andhera hai
koi kiran to aaye kahin se
aaye aaye,aaye aaye
aaye aaye…
Naaraz Savera Hai is a popular hindi song performed by Kumar Sanu. The song belongs to Sangharsh and has gained popularity among music lovers. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Naaraz Savera Hai is sung by kumar sanu.
Naaraz Savera Hai belongs to the album Sangharsh.
Naaraz Savera Hai is a hindi song.
Yes, you can read the complete lyrics of Naaraz Savera Hai online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by kumar sanu and discover related songs on ASOM Lyrics.