| Singer | Kumar Sanu & Asha Bhosle |
| Genre | Romantic |
| Language | Hindi |
| Album | Virodhi |
nain kabootar udd gaye dono
arey nain kabootar udd gaye dono
nain kabootar udd gaye dono
nain kabootar udd gaye dono
ache nain ladaye aise udde
kabootar mere loat ke phir na aaye
nain kabootar, nain kabootar
nain kabootar udd gaye dono
arey nain kabootar udd gaye dono
ache nain ladaye aise udde
kabootar mere loat ke phir na aaye
nain kabootar udd gaye dono
arey nain kabootar udd gaye dono
haye akala chhoad gaye hain
bedardi dil tod gaye hain
haye akala chhoad gaye hain
bedardi dil tod gaye hain
kab ruk te hain uddane vale
udd jate hai tod ke tale
pyar mein huye hain
hum sodai rabba teri duhai
lut ke le gaya ek har jayi
pal mein meri kamayi
ache nain ladaye aise udde
kabootar mere loat ke phir na aaye
nain kabootar udd gaye dono
arey nain kabootar udd gaye dono
kon tha jisne pyar banaya
dil mein mittha dard jagaya
ha kon tha jisne pyar banaya
dil mein mittha dard jagaya
pyar hi ek anmol khzana
pyar kiya to maine jana
jab se hue hai
prem deewane ban gaye hain afsane
duniya ki duniya hi jane
pyar to ek na mane
ache nain ladaye aise udde
kabootar mere loat ke phir na aaye
nain kabootar udd gaye dono
arey nain kabootar udd gaye dono
kal tak thi jo aaj nahin hoon
ab tu jaha hain main bhi vahi hoon
kal tak thi jo aaj nahin hoon
ab tu jaha hain main bhi vahi hoon
ha pyar mein apna rang dikhaya
yaar ko aakhir khich hi laya
pyar kiya to phir kya darna
kya jeena kya marna
pyar kiya hain pyar karege
pyar hume hain karna
ache nain ladaye aise udde
kabootar mere loat ke phir na aaye
nain kabootar udd gaye dono
arey nain kabootar udd gaye dono
o nain kabootar udd gaye dono
o nain kabootar udd gaye dono.
Nain Kabootar Ud Gaye Dono is a popular hindi song performed by Kumar Sanu & Asha Bhosle. The song belongs to Virodhi and has gained popularity among music lovers. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Nain Kabootar Ud Gaye Dono is sung by kumar sanu & asha bhosle.
Nain Kabootar Ud Gaye Dono belongs to the album Virodhi.
Nain Kabootar Ud Gaye Dono is a hindi song.
Yes, you can read the complete lyrics of Nain Kabootar Ud Gaye Dono online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by kumar sanu & asha bhosle and discover related songs on ASOM Lyrics.