| Singer | Raja Hasan |
| Genre | Motivational |
| Language | Hindi |
| Album | Jd |
naya safar aur nai kahani
dag mag chalti gadi purani
khali jeb me ziddi chwani
patarkaar banne me badi parechani
ek sadak aur sao chorahe
sab ki ek hi jesi baahen
dil har rah guzarna chahe
par har mod pep e latki hai rani
patarkaar banne me badi parechan
khushion ke ful lake gullak me dalen
ghamcha bhichake dil ka diba uchalen
yakeen hai kal manzil pa lenge
aur duniya ko rakhenge thenge pe
na alas na anakani
phir bhi bhaiya
patarkaar banne me badi parechani
naya safar aur nai kahani
dag mag chalti gadi purani
khali jeb me ziddi chwani
patarkaar banne me badi parechani
indar dhanush ki pakad ke dori
pr matki mein khwab ki bori
are chaal teri koi jaan na paye
akas koi pehchaan na paye
are kya sachayi, kya beyimani
sahi hai bhaiya
patarkaar banne me badi parechani
naya safar aur nai kahani
dag mag chalti gadi purani
khali jeb me ziddi chwani
patarkaar banne me badi parechani
Naya Safar Aur Nai Kahani is a popular hindi song performed by Raja Hasan. The song belongs to Jd and has gained popularity among music lovers. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Naya Safar Aur Nai Kahani is sung by raja hasan.
Naya Safar Aur Nai Kahani belongs to the album Jd.
Naya Safar Aur Nai Kahani is a hindi song.
Yes, you can read the complete lyrics of Naya Safar Aur Nai Kahani online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by raja hasan and discover related songs on ASOM Lyrics.