| Singer | Alka Yagnik & S. P. Balasubrahmanyam |
| Genre | Dance |
| Language | Hindi |
| Album | Hum Hain Kamaal Ke |
nazro ka kya kasoor hai
dil ki bhi kya khata
nazro ka kya kasoor hai
dil ki bhi kya khata
is umar mein jo hota hai
humne wahi kiya
humne wahi kiya
nazro ka kya kasoor hai
dil ki bhi kya khata
chehara hai chand jaisa
shabnam sa badan
nazro mein bankapan
zulfo mein sawan
chehara hai chand jaisa
shabnam sa badan
nazro mein bankapan
zulfo mein sawan
teri shokhiyo ne aur bhi
hai pagal bana diya
pagal bana diya
nazro ka kya kasoor hai
dil ki bhi kya khata
tere pyar ne kiya hai
aise bekarar
sach to hai ye ki hum
bhi ab dil gaye hai har
tere pyar ne kiya hai
aise bekarar
sach to hai ye ki hum
bhi ab dil gaye hai har
teri chahato ke aage
yeh sar jhuka diya ha
yeh sar jhuka diya
nazro ka kya kasoor hai
dil ki bhi kya khata
is umar mein jo hota hai
humne wahin kiya
humne wahin kiya
nazro ka kya kasoor hai
dil ki bhi kya khata.
Nazaron Ka Kya Kasoor Hai is a popular hindi song performed by Alka Yagnik & S. P. Balasubrahmanyam. The song belongs to Hum Hain Kamaal Ke and has gained popularity among music lovers. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Nazaron Ka Kya Kasoor Hai is sung by alka yagnik & s. p. balasubrahmanyam.
Nazaron Ka Kya Kasoor Hai belongs to the album Hum Hain Kamaal Ke.
Nazaron Ka Kya Kasoor Hai is a hindi song.
Yes, you can read the complete lyrics of Nazaron Ka Kya Kasoor Hai online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by alka yagnik & s. p. balasubrahmanyam and discover related songs on ASOM Lyrics.