| Language | Hindi |
| Album | Ishqbaaz |
ishq hai ansu ishq hai naghma
ishq sukoon hai rahat hai
ishq hai sehra ishq hai dariya
ishq junoon hai zahmat hai
ishq hai ansu ishq hai naghma
ishq sukoon hai rahat hai
ishq hai sehra ishq hai dariya
ishq junoon hai zahmat hai
tanha adhoora sa
khamosh lamha sa
thahra hua hai dil yaha
mehsus karle tu
jazbaat ki khushbu
khud se karu kya mai baya
dard hai jo halka sa
khab khab chhalka sa
tu muskuraye har jagah
o jaana
khoya khoya rahata hai
dil tadap ye kehta hai
tu hai mere jeene ki wajah
o jaana
kis pe karun zahir hai dard kya aakhir
kyu hai sukoon mujhse khafa
betaab lamho mein
benam aashqo mein
ye aks kis ka ban gaya
gum ko aazmane de
dil ko chot khaane de
kya kuch to chale pata
o jaana
khoya khoya rahata hai
dil tadap ye kehta hai
tu hai mere jeene ki wajah
o jaana
kis pe karun zahir hai dard kya aakhir
kyu hai sukoon mujhse khafa
betaab lamho mein
benam aashqo mein
ye aks kis ka ban gaya
gum ko aazmane de
dil ko chot khaane de
kya kuch to chale pata
o jaana
khoya khoya rahata hai
dil tadap ye kehta hai
tu hai mere jeene ki wajah
o jaana o jaana o jaana…
O Jaana Lyrics – Ishqbaaz Serial Title Song is a popular hindi song The song belongs to Ishqbaaz and has gained popularity among music lovers. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
O Jaana Lyrics – Ishqbaaz Serial Title Song is sung by the artist.
O Jaana Lyrics – Ishqbaaz Serial Title Song belongs to the album Ishqbaaz.
O Jaana Lyrics – Ishqbaaz Serial Title Song is a hindi song.
Yes, you can read the complete lyrics of O Jaana Lyrics – Ishqbaaz Serial Title Song online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by the artist and discover related songs on ASOM Lyrics.