| Singer | Atif Aslam |
| Language | Bollywood |
| Album | Baaghi 2 |
hmm mmm…
wo ooo..
allah mujhe dard ke kaabil bana diya
toofan ko hi kashti ka saahil bana diya
bechainiyan samet ke saare jahaan ki
jab kuch na ban saka toh mera dil bana diya
o saathi tere bina
raahi ko raah dikha na
o saathi tere bina
haan aan saahil dhuyaan dhuyaan
hmm mm..
aankhein moonde to jaane kisey dhoondhein?
ki soya jaaye na, ki soya jaaye na
kise dhoondhe yeh khwahishon ki boondein
ki soya jaaye na, ki soya jaaye na
maano nindiya piroya jaaye na
maano nindiya piroya jaaye na
allah mujhe dard ke kaabil bana diya
toofan ko hi kashti ka saahil bana diya
bechainiyan samet ke saare jahaan ki
jab kuch na ban saka toh mera dil bana diya
o saathi tere bina
raahi ko raah dikha na
o saathi tere binaa
haan aan saahil dhuyaan dhuyaan
O Saathi Lyrics – Baaghi 2 | Atif Aslam is a popular bollywood song performed by Atif Aslam. The song belongs to Baaghi 2 and has gained popularity among music lovers. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
O Saathi Lyrics – Baaghi 2 | Atif Aslam is sung by atif aslam.
O Saathi Lyrics – Baaghi 2 | Atif Aslam belongs to the album Baaghi 2.
O Saathi Lyrics – Baaghi 2 | Atif Aslam is a bollywood song.
Yes, you can read the complete lyrics of O Saathi Lyrics – Baaghi 2 | Atif Aslam online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by atif aslam and discover related songs on ASOM Lyrics.