| Singer | Anand Raaj Anand |
| Genre | Sad |
| Language | Hindi |
| Album | Hadh Kar Di Aapne |
oye raaju pyaar na kariyo
kariyo dil toot jaata hai
chaahat ki baat na kariyo
kariyo dil toot jaata hai
dil deewana tu na aana
dil ki baaton mein soch le
oye raaju pyaar na kariyo
kariyo dil toot jaata hai
maine apne dil ko mere
dil ne mujhko roka
pyaar hai kya ek mast
hawa ka aata jaata jhonka
oh oh maine apne dil ko
mere dil ne mujhko roka
pyaar hai kya ek mast
hawa ka aata jaata jhonka
jaan ganwa baithe jisne
khela ye khel dilon ka
oye raaju pyaar na kariyo
kariyo dil toot jaata hai
pyaar mein apni jaan bhi ho
jaati hai cheez paraai
dil mein basne waale
aksar hote hain harjaai
oh oh pyaar mein apni jaan
bhi ho jaati hai cheez paraai
dil mein basne waale
aksar hote hain harjaai
humne bhi sab jaana
jo chot jigar par khaai
oye raaju pyaar na kariyo
kariyo dil toot jaata hai
chaahat ki baat na kariyo
kariyo dil toot jaata hai
dil deewana tu na aana
dil ki baaton mein soch le.
Oye Raaju Pyaar Na Kariyo is a popular hindi song performed by Anand Raaj Anand. The song belongs to Hadh Kar Di Aapne and has gained popularity among music lovers. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Oye Raaju Pyaar Na Kariyo is sung by anand raaj anand.
Oye Raaju Pyaar Na Kariyo belongs to the album Hadh Kar Di Aapne.
Oye Raaju Pyaar Na Kariyo is a hindi song.
Yes, you can read the complete lyrics of Oye Raaju Pyaar Na Kariyo online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by anand raaj anand and discover related songs on ASOM Lyrics.