| Singer | Mithoon & Sharmishtha |
| Genre | Sad |
| Language | Hindi |
| Album | Aggar |
jab rulaana hi tha tujhe
to phir hansaya kyun
saath reh kar bhi hai juda
to paas aaya kyun
jab rulaana hi tha tujhe
to phir hansaya kyun
saath reh kar bhi hai juda
to paas aaya kyun
jab rulaana hi tha tujhe
to phir hansaya kyun
saath reh kar bhi hai juda
to paas aaya kyun
kyun yakeen toot gaya
dil se kayi wafaon ka
pyaar mehsoos kyun
hone laga gunahon sa
kyun yakeen toot gaya
dil se kayi wafaon ka
pyaar mehsoos kyun
hone laga gunahon sa
pyaar mehsoos kyun
hone laga gunahon sa..
aaya apne beech mein
kisi ka saaya kyun
jab rulaana hi tha tujhe
to phir hansaya kyun
saath reh kar bhi hai juda
to paas aaya kyun
kyun ajnabee ki tarah
hum se pesh aata hai
chand lamhe bhi humein
tu na de paata hai
kyun ajnabee ki tarah
hum se pesh aata hai
chand lamhe bhi humein
tu na de paata hai
chand lamhe bhi humein
tu na de paata hai...
aisi kya humne ki khata
hamein sataaya kyun
jab rulaana hi tha tujhe
to phir hansaya kyun
saath reh kar bhi hai juda
to paas aaya kyun
jab rulaana hi tha tujhe
to phir hansaya kyun
saath reh kar bhi hai juda
to paas aaya kyun
Paas Aaya Kyon is a popular hindi song performed by Mithoon & Sharmishtha. The song belongs to Aggar and has gained popularity among music lovers. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Paas Aaya Kyon is sung by mithoon & sharmishtha.
Paas Aaya Kyon belongs to the album Aggar.
Paas Aaya Kyon is a hindi song.
Yes, you can read the complete lyrics of Paas Aaya Kyon online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by mithoon & sharmishtha and discover related songs on ASOM Lyrics.