| Singer | Udit Narayan & Sadhana Sargam |
| Genre | Love |
| Language | Hindi |
| Album | Krantiveer |
phool kali chand sitare
phool kali chand sitare
ye sab kya hai
naam tumhare naam tumhare
naam tumhare naam tumhare
khusboo pawan rang najare
khusboo pawan rang najare
ye sab kya hai
naam tumhare naam tumhare
naam tumhare naam tumhare
dil ke safar mein bach bach ke chalna
ata hai yara mujhko sambhalna
main jo giru mujhko tham lena
deewanepan se mat kam lena
sacha lage hai sapna suhana
acha lage hai baho mein ana
dhup ghata chaw sarare
dhup ghata chaw sarare
ye sab kya hai
naam tumhare naam tumhare
naam tumhare naam tumhare
mari gayi main is bholepan mein
tasvir teri mere nayan mein
chahoge aise tum mujhko kab tak
suraj rahega ambar mein jab tak
jutha koi bhi wada na karna
mere liye hi sajana sawarna
jhile kanval moj kinare
jhile kanval moj kinare
ye sab kya hai
naam tumhare naam tumhare
naam tumhare naam tumhare
phool kali chand sitare
khusboo pawan rang najare
ye sab kya hai
naam tumhare naam tumhare
naam tumhare naam tumhare.
Phool Kali Chand is a popular hindi song performed by Udit Narayan & Sadhana Sargam. The song belongs to Krantiveer and has gained popularity among music lovers. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Phool Kali Chand is sung by udit narayan & sadhana sargam.
Phool Kali Chand belongs to the album Krantiveer.
Phool Kali Chand is a hindi song.
Yes, you can read the complete lyrics of Phool Kali Chand online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by udit narayan & sadhana sargam and discover related songs on ASOM Lyrics.