| Singer | Kavita Krishnamurthy & Kumar Sanu |
| Genre | Love |
| Language | Hindi |
| Album | Khel |
jaadoo saa mujhpe
chal rahaa jaane
kyun dil machal rahaa
khyaalon pe ye chhaya ye kaun
nigaahon mein aayaa ye kaun
pyaar hone lagaa hai
tujhko pyaar hone lagaa hai
dil khone lagaa hai
tujhko pyaar hone lagaa hai
jaadoo saa mujhpe chal rahaa
jaane kyun dil machal rahaa
deevaanepan kaa
nashaa ho rahaa hai
dil tumne maangaa
to dil kho rahaa hai
badli hai dhadkan
bahki hain saansein
khushboo hai
aaj fizaaon mein
badli hai dhadkan
bahki hain saansein
khushboo hai
aaj fizaaon mein
pyaar hone lagaa hai
tujhko pyaar hone lagaa hai
dil khone lagaa hai
tujhko pyaar hone lagaa hai
jaadoo saa mujhpe
chal rahaa jaane
kyun dil machal rahaa
hun hun hun ho ho ho ho
ho ho ho ho hun hun hun hun
nazron se kuchh yun
nazar jud gayee hai
meri neend jaane
kahaan ud gayee hai
meethe se armaan
seene mein jaage
sajte hain khvaab
nigaahon mein
meethe se armaan
seene mein jaage
sajte hain khvaab
nigaahon mein
pyaar hone lagaa hai
tujhko pyaar hone lagaa hai
dil khone lagaa hai
tujhko pyaar hone lagaa hai.
Pyaar Hone Lagaa Hai is a popular hindi song performed by Kavita Krishnamurthy & Kumar Sanu. The song belongs to Khel and has gained popularity among music lovers. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Pyaar Hone Lagaa Hai is sung by kavita krishnamurthy & kumar sanu.
Pyaar Hone Lagaa Hai belongs to the album Khel.
Pyaar Hone Lagaa Hai is a hindi song.
Yes, you can read the complete lyrics of Pyaar Hone Lagaa Hai online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by kavita krishnamurthy & kumar sanu and discover related songs on ASOM Lyrics.