| Singer | Shaan & Alka Yagnik |
| Genre | Love |
| Language | Hindi |
| Album | Badhaai Ho Badhaai |
haryala banna hai sahera sajaaye
gharwale baaraat leke hai aaye
ghungruwaliyon ghungru baandh lo
chalo tum bhi to dholak sand lo
chehre pe sehra hai sehre pe kalgi
kalgi mein moti hai moti mein joyti
chehre pe sehra hai sehre pe kalgi
kalgi mein moti hai moti mein joyti
jyoti mein jaise khushi muskuraayi
baadhai ho baadhai ho
baadhai ho baadhai ho
baadhai ho baadhai ho
maa ke naseebon se hai yeh din aaya
kismat ne panne ka sehra dikhaya
jis mein hai champa chameli ki kaliyan
baaraat nikli to mehki hai galiyaan
khushboo ne jaise khushboo ne jaise
li angdaayi ho
baadhai ho baadhai ho
baadhai ho baadhai ho
baadhai ho baadhai ho
behne magan hai ki bhabhi milegi
bhabhi jo unki saheli banegi
bhaiya jo pyaare to bhabi bhi pyaari
dono ki jodi hogi aisi nayari
suraj ki chanda se suraj ki chanda se
suraj ki chanda se jaise sagaai ho
baadhai ho baadhai ho
baadhai ho baadhai ho
baadhai ho baadhai ho
chehre pe sehra hai sehre pe kalgi
kalgi mein moti hai moti mein joyti
chehre pe sehra hai sehre pe kalgi
kalgi mein moti hai moti mein joyti
jyoti mein jaise khushi muskuraayi
baadhai ho baadhai ho baadhai ho baadhai ho
baadhai ho baadhai ho baadhai ho baadhai ho
baadhai ho baadhai ho baadhai ho baadhai ho
baadhai ho baadhai ho baadhai ho baadhai ho
baadhai ho baadhai ho baadhai ho baadhai ho
baadhai ho baadhai ho baadhai ho baadhai ho.
Raag Banke is a popular hindi song performed by Shaan & Alka Yagnik. The song belongs to Badhaai Ho Badhaai and has gained popularity among music lovers. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Raag Banke is sung by shaan & alka yagnik.
Raag Banke belongs to the album Badhaai Ho Badhaai.
Raag Banke is a hindi song.
Yes, you can read the complete lyrics of Raag Banke online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by shaan & alka yagnik and discover related songs on ASOM Lyrics.