| Singer | Mohammed Rafi |
| Language | Bollywood |
Are ajgar kare na chakir
Bhai panchi kare na kam
Hum kahe khat pat kare o
Jab sabke data ram
Are ram naam ram naam
Ram naam japna paraya maal apna
Paraya maal apna
Ram naam japna re
Ram naam japna
Paraya maal apna ho
Ram naam japna re
Ram naam japna
Paraya maal apna ho
Ram naam japna re
Ram naam japna
Paraya maal apna ho
Sidhi ungli ghee na nikle
Sun re o anjane
Sun re o anjane
Sidhi ungli ghee na nikle
Sun re o anjane
Jiski lathi bhaish uski ki
Kah gaye log sayane
Kah gaye log sayane
Ye bol bade anmol
Ye bol bade anmol bawre
Man ki ghundi khol khol
Bhai ram naam ram naam
Ram naam japna
Ram naam japna
Paraya maal apna ho
Ram naam japna re
Ram naam japna
Paraya maal apna ho
Ikdam tikdam tikad tikad bham
Ikdam tikdam laga ke sari
Duniya bas mein karle ho
Duniya bas mein karle
Ikdam tikdam laga ke sari
Duniya bas mein karle
Oye jhuth bol chahe lut mar kar
Apna khazana bharle
Apna khazana bharle
Jag dhokhe ki deewar
Jag dhokhe ki deewar
Yar tu apna mauka mar mar
Bhai ram naam ram ram
Ram naam japna
Ram naam japna
Paraya maal apna ho
Ram naam japna re
Ram naam japna
Paraya maal apna ho
Ram naam japna re
Ram naam japna
Paraya maal apna ho
Ram naam japna
Ram naam japna
Paraya maal apna ho.
Music Video Of: Ram Naam Japna Paraya Maal Apna
Ram Naam Japna Paraya Maal Apna is a popular bollywood song performed by Mohammed Rafi. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Ram Naam Japna Paraya Maal Apna is sung by mohammed rafi.
Album information for Ram Naam Japna Paraya Maal Apna is currently unavailable.
Ram Naam Japna Paraya Maal Apna is a bollywood song.
Yes, you can read the complete lyrics of Ram Naam Japna Paraya Maal Apna online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by mohammed rafi and discover related songs on ASOM Lyrics.