rim jhim rim jhim sawan

rim jhim rim jhim sawan lyrics

Poster rim jhim rim jhim sawan

rim jhim rim jhim sawan

lyrics/Album : Dancer
Details
Singer S. P. Balasubrahmanyam & Lata Mangeshkar
Genre Romantic
Language Hindi
Album Dancer
Poster rim jhim rim jhim sawan
play
Lyrics

rim jhim rim jhim

sawan barse

barse sawan pyasa

pyasa man tarse

rim jhim rim jhim

sawan barse

barse sawan pyasa

pyasa man tarse

sard hawa jab aati hain

mitha dard jagati hain

jaa meri jaa aa meri jaa

aise mein kyu tadpaye

rim jhim rim jhim

sawan barse

barse sawan pyasa

pyasa man tarse

rim jhim rim jhim

sawan barse

barse sawan pyasa

pyasa man tarse

sard hawa jab aati hain

mitha dard jagati hain

jaa meri jaa aa meri jaa

aise mein ji ghabraye

rim jhim rim jhim

sawan barse

barse sawan pyasa

pyasa man tarse

rim jhim rim jhim

sawan barse

barse sawan pyasa

pyasa man tarse


bhigi bhigi raat aayi

aaye maja ab jeene mein

ye kaisi barsat aayi

aag lagi hain sine mein

bhigi bhigi raat aayi

aaye maja ab jeene mein

ye kaisi barsat aayi

aag lagi hain sine mein

mausam harjayi hain

pagal purwayi hain

mausam harjayi hain

pagal purwayi hain

aise me thar thar thar thar

kape badan mera dar se

rim jhim rim jhim

sawan barse

barse sawan pyasa

pyasa man tarse

rim jhim rim jhim

sawan barse

barse sawan pyasa

pyasa man tarse


ek duje se aao cahlo hum

chahat ka izhar kare

kaheti hain dhadkan dilo ki

aa baho mein pyar kare

ek duje se aao cahlo hum

chahat ka izhar kare

kaheti hain dhadkan dilo ki

aa baho mein pyar kare

hum to deewane hain

sab se anjane hain

hum to deewane hain

sab se anjane hain

mai tera tu meri hain

kya lena dunia bhar se

rim jhim rim

jhim sawan barse

barse sawan pyasa

pyasa man tarse

rim jhim rim

jhim sawan barse

barse sawan pyasa

pyasa man tarse

sard hawa jab aati hain

mitha dard jagati hain

jaa meri jaa aa meri jaa

aise mein kyu tadpaye

rim jhim rim

jhim sawan barse

barse sawan pyasa

pyasa man tarse

rim jhim rim

jhim sawan barse

barse sawan pyasa

pyasa man tarse.

Rim Jhim Rim Jhim Sawan Lyrics Meaning

Rim Jhim Rim Jhim Sawan is a popular hindi song performed by S. P. Balasubrahmanyam & Lata Mangeshkar. The song belongs to Dancer and has gained popularity among music lovers. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.

Frequently Asked Questions

Who sang Rim Jhim Rim Jhim Sawan?

Rim Jhim Rim Jhim Sawan is sung by s. p. balasubrahmanyam & lata mangeshkar.

Which album contains Rim Jhim Rim Jhim Sawan?

Rim Jhim Rim Jhim Sawan belongs to the album Dancer.

What language is Rim Jhim Rim Jhim Sawan?

Rim Jhim Rim Jhim Sawan is a hindi song.

Can I read Rim Jhim Rim Jhim Sawan lyrics online?

Yes, you can read the complete lyrics of Rim Jhim Rim Jhim Sawan online on ASOM Lyrics.

Where can I find more songs by s. p. balasubrahmanyam & lata mangeshkar?

You can browse more lyrics by s. p. balasubrahmanyam & lata mangeshkar and discover related songs on ASOM Lyrics.

You May Also Like (Similar)

Advertisement
Disclaimer: ASOM Lyrics provides song lyrics for educational, informational and personal use purposes only. All song lyrics, artist names, album names and related trademarks belong to their respective owners.

Copyright Notice: If you are a copyright owner or authorized representative and believe that any content on this website infringes your rights, please contact us through our DMCA page. We will review and take appropriate action promptly.