| Language | Bollywood |
saanson ko jeene ka ishaara mil gaya
zindagi ka pata dobara mil gaya
tu mila to khuda ka sahaara mil gaya
tu mila to khuda ka sahaara mil gaya
ghamzada ghamzada dil ye tha ghamzada
bin tere bin tere dil ye tha ghamzada…
aaraam de tu mujhe barson ka hun main thaka
palko pe ratein liye tere waste main jaga
(main jaga)
aaraam de tu mujhe barson ka hun main thaka
palkon pe ratein liye tere waste main jaga
mere har dard ki gehrai ko mehsoos karta hai tu
teri aankhon se gham tera mujhe maaloom hone laga
tu mila to khuda ka sahaara mil gaya
tu mila to khuda ka sahaara mil gaya…
main raaz tujhse kahu humraaz ban ja zara
karni hai kuch guft gu alfaaz ban ja zara
main raaz tujhse kahu humraaz ban ja zara
karni hai kuch guft gu alfaaz ban ja zara
juda jab se hua
tere bina khamosh rehta hu main
labon ke paas aa ab tu aawaaz bann ja zara
tu mila to khuda ka sahara mil gaya
tu mila to khuda ka sahara mil gaya
ghamzada ghamzada dil ye tha ghamzada
bin tere bin tere dil ye tha ghamzada…
Saanson Ko Lyrics – Zid | Arijit Singh | Mannara, Karanvir is a popular bollywood song Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Saanson Ko Lyrics – Zid | Arijit Singh | Mannara, Karanvir is sung by the artist.
Album information for Saanson Ko Lyrics – Zid | Arijit Singh | Mannara, Karanvir is currently unavailable.
Saanson Ko Lyrics – Zid | Arijit Singh | Mannara, Karanvir is a bollywood song.
Yes, you can read the complete lyrics of Saanson Ko Lyrics – Zid | Arijit Singh | Mannara, Karanvir online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by the artist and discover related songs on ASOM Lyrics.