saanwariya saanwariya

saanwariya saanwariya lyrics

Poster saanwariya saanwariya

saanwariya saanwariya

lyrics/Album : Swades
Details
Singer Alka Yagnik
Genre Love
Language Hindi
Album Swades
Poster saanwariya saanwariya
play
Lyrics

saawariya saawariya

main toh huwi baawariya

tune mann moh liya saawariya ho

saawariya saawariya

main toh huwi baawariya

tune mann moh liya saawariya ho


uljha sa ye mann hai

sulgha sa ye tann hai

sapnon ka saawan hai

nainon ka aangan hai

chhalke mann gaagariya

saawariya ho saawariya ho

saawariya saawariya

main toh huwi baawariya

tune mann moh liya saawariya ho


tara rara ra ra ra ra ra ra aa

tara rara ra ra ra ra ra ra aa


jo tu yun paas aaya hai jo

tu yun dil pe chhaaya hai

toh maine kya paaya hai

kaise kahoon haan

kahin dhadhkan ki kaliyaan hai

kahin sapnon ki galiyaan hai

jo mann mein rang

raliyaan hai kaise kahoon

tu jo mujhe aise

behkaaye kabhi kabhi mujhe

toh badi laaj si aaye

bhooli hoon main

jaise apni dagariya

jabse hai dekhi maine

prem nagariya prem nagariya

saawariya saawariya

main toh huwi baawariya

tune mann moh liya saawariya ho


ho ho ho ho ho


tu jo mila mujhe toh

ye saara sama badal gaya

khilne lage hain phoolse

meri raah mein

phir yun laga mujhe ke

ye dharti nayi huwi

naya ambar huwa teri

aur meri chaah mein

chanchal hawa taraana koyi gaaye

nadiya bhi koyi kahaani kehti jaaye

jabse mili sajna tujhse najariya

ho gayi hai sudh

budh ki mujhse gathhariya

saawariya saawariya

saawariya saawariya

main toh huwi baawariya

tune mann moh liya saawariya ho


tara rara ra ra ra ra ra ra aa

tara rara ra ra ra ra ra ra aa.


Saanwariya Saanwariya Lyrics Meaning

Saanwariya Saanwariya is a popular hindi song performed by Alka Yagnik. The song belongs to Swades and has gained popularity among music lovers. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.

Frequently Asked Questions

Who sang Saanwariya Saanwariya?

Saanwariya Saanwariya is sung by alka yagnik.

Which album contains Saanwariya Saanwariya?

Saanwariya Saanwariya belongs to the album Swades.

What language is Saanwariya Saanwariya?

Saanwariya Saanwariya is a hindi song.

Can I read Saanwariya Saanwariya lyrics online?

Yes, you can read the complete lyrics of Saanwariya Saanwariya online on ASOM Lyrics.

Where can I find more songs by alka yagnik?

You can browse more lyrics by alka yagnik and discover related songs on ASOM Lyrics.

You May Also Like (Similar)

Advertisement
Disclaimer: ASOM Lyrics provides song lyrics for educational, informational and personal use purposes only. All song lyrics, artist names, album names and related trademarks belong to their respective owners.

Copyright Notice: If you are a copyright owner or authorized representative and believe that any content on this website infringes your rights, please contact us through our DMCA page. We will review and take appropriate action promptly.