| Singer | Mohammed Aziz & Kavita Krishnamurthy |
| Genre | Romantic |
| Language | Hindi |
| Album | Aisa Pyaar Kahan |
din me ho gayi raat andheri
din me ho gayi raat andheri
mere pyase dil pe teri
zulfo ka badal cha gaya
sawan ka mahina aa gaya
o sawan ka mahina aa gaya
ho din me ho gayi raat andheri
din me ho gayi raat andheri
meri pyasi rooh pe teri
preet ka kajal cha gaya
sawan ka mahina aa gaya
ho o sawan ka mahina aa gaya
sawan ka mahina aa gaya hay
sawan ka mahina aa gaya
o ye rim jhim sawan ki jhadiya
ye rim jhim sawan ki jhadiya
pyar ke sahro ki ladiya
ye rim jhim rim jhim sawan ki jhadiya
pyar ke sahro ki ladiya
door nahi ab milan ki ghadiya
mere naino ki galiyo me
mere naino ki galiyo me tu sapne bikhra gaya
sawan ka mahina aa gaya aa gaya
sawan ka mahina aa gaya
sawan ka mahina aa gaya hay
sawan ka mahina aa gaya
pyar bhare do dil jab dole
unse nikle pyar ke shole
pyar bhare do dil jab dole
unse nikle pyar ke shole
aag lagi ye haule haule
ik awara pawan ka jhonka
ik awara pawan ka jhonka
sholo ko bhadka gaya
sawan ka mahina aa gaya ho
sawan ka mahina aa gaya
ho din me ho gayi raat andheri
din me ho gayi raat andheri
meri pyasi rooh pe teri
preet ka kajal cha gaya
sawan ka mahina aa gaya
ho o sawan ka mahina aa gaya
sawan ka mahina aa gaya hay
sawan ka mahina aa gaya
Saawan Ka Mahina Aa Gaya is a popular hindi song performed by Mohammed Aziz & Kavita Krishnamurthy. The song belongs to Aisa Pyaar Kahan and has gained popularity among music lovers. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Saawan Ka Mahina Aa Gaya is sung by mohammed aziz & kavita krishnamurthy.
Saawan Ka Mahina Aa Gaya belongs to the album Aisa Pyaar Kahan.
Saawan Ka Mahina Aa Gaya is a hindi song.
Yes, you can read the complete lyrics of Saawan Ka Mahina Aa Gaya online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by mohammed aziz & kavita krishnamurthy and discover related songs on ASOM Lyrics.