सबकी बारातें आई Sabki Baaratein Aayi Lyrics in Hindi – Dev Negi, Seepi Jha

सबकी बारातें आई Sabki Baaratein Aayi Lyrics in Hindi – Dev Negi, Seepi Jha lyrics

Poster सबकी बारातें आई Sabki Baaratein Aayi Lyrics in Hindi – Dev Negi, Seepi Jha

सबकी बारातें आई Sabki Baaratein Aayi Lyrics in Hindi – Dev Negi, Seepi Jha

Details
Singer Dev Negi, Seepi Jha
Genre Hindi Lyrics
Language Hindi
Poster सबकी बारातें आई Sabki Baaratein Aayi Lyrics in Hindi – Dev Negi, Seepi Jha
play
Lyrics

Sabki Baaratein Aayi Lyrics in Hindi



इतना मेकअप लगाके
कब तक रास्ता देखूं सज्जना
मैं पगली नहीं जो साल
बैठुं पिया ओ तेरे बिना

इतना मेकअप लगाके
कब तक रास्ता देखूं सज्जना
मैं पगली नहीं जो साल
बैठुं पिया ओ तेरे बिना

तेरे संग कदम भर के मैं
तारों तक साथ चलूंगी
कुछ तारे चुन लेना
इस बार मेरी तू मांग सजाना

सबकी बारातें आई
सबकी बारातें आई डोली तू भी लाना
दुल्हन बनाके हम को राजा जी ले जाना
सबकी बारातें आई

कंगन में डायमंड असली
हर इक की नज़र है फिसली
इक तू ही मिसिंग साईट से
मेरे लिप्स पे हंसी है नकली

आशिक मेरा जाली निकला
वादे का खाली निकला
इतना क्यूं सोच रहा जल्दी
तू हीरो बन के आना

सबकी बारातें आई
सबकी बारातें आई डोली तू भी लाना
दुल्हन बनाके हम को राजा जी ले जाना
सबकी बारातें आई

वादे पूरे मैं करुंगा
फेरे भी साथ ही लुंगा
थोड़ा वेट तू करले बेबी
तारों से मांग भरुंगा

डोली है तैयार कबसे
तुमने कॉल किया था तबसे
शेरवानी रस्ते में है
सेहरा भी ऑर्डर करवाया

चल हट!

सबकी बारातें आई
सबकी बारातें आई डोली तू भी लाना
दुल्हन बनाके हम को राजा जी ले जाना
सबकी बारातें आई

सबकी बारातें आई डोली तू भी लाना
दुल्हन बनाके हम को राजा जी ले जाना
सबकी बारातें आई

Sabki Baaratein Aayi Lyrics in English

Itna makeup lagake
Kab tak rasta dekhun sajjna
Main pagli nahi jo saal
Bitaun piya oh tere bina

Itna makeup lagake
Kab tak rasta dekhu sajjna
Main pagli nahi jo saal
Bitaun piya oh tere bina

Tere sang kadam bhaar ke main
Taaron tak saath chalungi
Kuch tare chun lena
Iss baar meri tu maang sajaana

Sabki baaratein aayi
Sabki baaratein aayi doli tu bhi lana
Dulhan banake hum ko raaja ji le jana
Sabki baaratein aayi

Kangan mein diamond asli
Har ik ki nazar hai fisli
Ik tu hi missing sight se
Mere lips pe hansi hai nakli

Aashiq mera jaali nikla
Vaade ka khali nikla
Itna kyun soch raha jaldi
Tu hero bann ke aana

Sabki baaratein aayi
Sabki baaratein aayi doli tu bhi lana
Dulhan banake hum ko raaja ji le jana
Sabki baaratein aayi

Vaade poore main karunga
Phere bhi saath hi lunga
Thoda wait tu karle baby
Taaron se maang bharunga

Doli hai ready kabse
Tumne call kiya tha tabse
Sherwani raste mein hai
Sehra bhi order karwaya

Chal hatt!

Sabki baaratein aayi
Sabki baaratein aayi doli main bhi launga
Dulhan banake tujhko sang apne le jaunga
Sabki baaratein aayi

Sabki baaraatein aayi doli tu bhi lana
Dulhan banake humko raaja ji le jana
Sabki baaraatein aayi

सबकी बारातें आई Sabki Baaratein Aayi Lyrics In Hindi – Dev Negi, Seepi Jha Lyrics Meaning

सबकी बारातें आई Sabki Baaratein Aayi Lyrics In Hindi – Dev Negi, Seepi Jha is a popular hindi song performed by Dev Negi, Seepi Jha. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.

Frequently Asked Questions

Who sang सबकी बारातें आई Sabki Baaratein Aayi Lyrics In Hindi – Dev Negi, Seepi Jha?

सबकी बारातें आई Sabki Baaratein Aayi Lyrics In Hindi – Dev Negi, Seepi Jha is sung by Dev Negi, Seepi Jha.

Which album contains सबकी बारातें आई Sabki Baaratein Aayi Lyrics In Hindi – Dev Negi, Seepi Jha?

Album information for सबकी बारातें आई Sabki Baaratein Aayi Lyrics In Hindi – Dev Negi, Seepi Jha is currently unavailable.

What language is सबकी बारातें आई Sabki Baaratein Aayi Lyrics In Hindi – Dev Negi, Seepi Jha?

सबकी बारातें आई Sabki Baaratein Aayi Lyrics In Hindi – Dev Negi, Seepi Jha is a Hindi song.

Can I read सबकी बारातें आई Sabki Baaratein Aayi Lyrics In Hindi – Dev Negi, Seepi Jha lyrics online?

Yes, you can read the complete lyrics of सबकी बारातें आई Sabki Baaratein Aayi Lyrics In Hindi – Dev Negi, Seepi Jha online on ASOM Lyrics.

Where can I find more songs by Dev Negi, Seepi Jha?

You can browse more lyrics by Dev Negi, Seepi Jha and discover related songs on ASOM Lyrics.

You May Also Like (Similar)

Advertisement
Disclaimer: ASOM Lyrics provides song lyrics for educational, informational and personal use purposes only. All song lyrics, artist names, album names and related trademarks belong to their respective owners.

Copyright Notice: If you are a copyright owner or authorized representative and believe that any content on this website infringes your rights, please contact us through our DMCA page. We will review and take appropriate action promptly.