| Singer | K.k |
| Genre | Sad |
| Language | Hindi |
| Album | Rehnaa Hai Terre Dil Mein |
sach keh raha
hai deewana dil
dil na kisi se lagaana
sach keh raha
hai deewana dil
dil na kisi se lagaana
jhoothe hai yaar
ke wade saare
jhoothi hai
pyaar ki kasmein
maine har lamha jisse
chaaha jisse pooja
ussi ne yaaron mera dil
toda toda tanha
tanha chhoda
sach keh raha
hai deewana dil
dil na kisi se lagaana
jhoothe yaar
ke wade saare
jhoothi hai
pyaar ki kasmein
maine har lamha jisse
chaaha jisse pooja
ussi ne yaaron mera dil
toda toda tanha tanha chhoda
mausam mausam
tha suhaana bada
mausam mausam
maine dekha usse
hua main paagal bas
pal bhar mein aah
mausam mausam
tha suhaana bada
mausam mausam
maine dekha usse
hua main paagal
bas pal bhar mein
aake basi hai wo
mere mann mein
uski kami hai
ab jeevan mein
wo door hai meri nazron se
kyoon usse main chaahoon
oh sach keh raha
hai deewana dil
dil na kisi se lagaana
jhoothe hai yaar
ke wade saare
jhoothi hai pyaar ki kasmein
maine har lamha jisse
chaaha jisse pooja
ussi ne yaaron mera dil
toda toda tanha
tanha chhoda
sundar sundar
wo haseena badi
sundar sundar
main to khone laga
uske nashe mein bin
piye baheka aah
sundar sundar
wo haseena badi
sundar sundar
main to khone laga
uske nashe mein
bin piye baheka
ek din usse bhoola
doonga main
uske nishaan mita
doonga main
chaahoonga na
main us patthar ko
jaa usse bata de
la lai lai lai lai la le
la lai lai lai lai la
la lai lai lai lai la le
la lai lai lai lai la
maine har lamha jisse
chaaha jisse pooja
ussi ne yaaron mera dil
toda toda tanha tanha chhoda.
Sach Keh Raha Hai is a popular hindi song performed by K.k. The song belongs to Rehnaa Hai Terre Dil Mein and has gained popularity among music lovers. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Sach Keh Raha Hai is sung by k.k.
Sach Keh Raha Hai belongs to the album Rehnaa Hai Terre Dil Mein.
Sach Keh Raha Hai is a hindi song.
Yes, you can read the complete lyrics of Sach Keh Raha Hai online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by k.k and discover related songs on ASOM Lyrics.