| Singer | Sunidhi Chauhan |
| Genre | Dance |
| Language | Hindi |
| Album | Kismat |
deewana dil deewana deewana dil
deewana dil deewana deewana dil
dil hai deewana ek nahi mana
dil ko bada samjhana pada haye
sajna se milne jana pada haye
dil hai deewana ek nahi mana
dil ko bada samjhana pada haye
sajna se milne jana pada haye
dil deewana ek nahi mana
dil ko bada samjhana pada
cham chama cham
chama chama cham
jhanjhariya ko chhankana pada
haye sajna se milne jana pada
dil deewana ek nahi
mana dil ko samjhana pada
cham chama cham
chama chama cham
jhanjhariya ko chankana pada
haye sajna se milne jana pada
laj mujhe roke hai
prit mujhe khiche
laj mujhe roke hai
prit mujhe khiche
chali re chali re mai
toh ankhiyo ko miche
chali re chali re mai
toh ankhiyo ko miche
pyar kiya toh kiya sharmana
akhir ghunghta uthana pada haye
sajna se milne jana pada
rutha huwa rab mera
maan ke na mane
rutha huwa rab
mera maan ke na mane
nikali hu mai toh
mere piya ko manane
nikali hu mai toh
mere piya ko manane
mushkil hai mera laut ke jana
sajde me sar ko
jhukana pada haye
sajna se milne jana pada
dil deewana ek nahi mana
dil ko bada samjhana pada
cham chama cham
chama chama cham
jhanjhariya ko chankana pada
haye sajna se milne jana pada
deewana dil deewana deewana dil
deewana dil deewana deewana dil.
Sajna Se Milne Jaana is a popular hindi song performed by Sunidhi Chauhan. The song belongs to Kismat and has gained popularity among music lovers. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Sajna Se Milne Jaana is sung by sunidhi chauhan.
Sajna Se Milne Jaana belongs to the album Kismat.
Sajna Se Milne Jaana is a hindi song.
Yes, you can read the complete lyrics of Sajna Se Milne Jaana online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by sunidhi chauhan and discover related songs on ASOM Lyrics.