| Singer | Devaki Pandit |
| Genre | Sad |
| Language | Hindi |
| Album | Paandav |
sapne saja kar apna bana kar
apno ne dhokha diya
kaise kahenge humko hamare
sapno ne dhokha diya
sapne saja kar
mangi thi humne
chahat ki khushiya
ruswai humko mili
dil ko mile gham
aankhon ko aansu
tanhai humko mili
us bewafa ne humko wafa ka
inam jaisa diya
sapne saja kar apna bana kar
apno ne dhokha diya
sapne saja kar
sikwa nahi hai koi kisi se
koi shikayat nahi
kyu jee rahe hai
jab koi humko
jeene ki chahat nahi
dil bujh gaya hai
to kyu jal raha hai
ye zindagi kla diya
sapne saja kar apna bana kar
apno ne dhokha diya
kaise kahenge humko hamare
sapno ne dhokha diya
sapne saja kar.
Sapne Sajaakar Apna Banakar is a popular hindi song performed by Devaki Pandit. The song belongs to Paandav and has gained popularity among music lovers. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Sapne Sajaakar Apna Banakar is sung by devaki pandit.
Sapne Sajaakar Apna Banakar belongs to the album Paandav.
Sapne Sajaakar Apna Banakar is a hindi song.
Yes, you can read the complete lyrics of Sapne Sajaakar Apna Banakar online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by devaki pandit and discover related songs on ASOM Lyrics.