sawan ka mahina

sawan ka mahina lyrics

Poster sawan ka mahina

sawan ka mahina

lyrics/Album : Dharamyudh
Details
Singer Asha Bhosle
Genre Dance
Language Hindi
Album Dharamyudh
Poster sawan ka mahina
play
Lyrics

o sakhiyo o sakhiyo

sawan ka mahina tauba tauba

ye bada beiman hota hai

sawan ka mahina tauba tauba

ye bada beiman hota hai

tauba ji tauba beiman hota hai

kale badlo ki toli bole mithi mithi boli

kale badlo ki toli bole mithi mithi boli

koi aise mein jo leke jaye doli

pura arman hota hai

o sakhiyo

sawan ka mahina tauba tauba

ye bada beiman hota hai


is mausam mein haye dil par

ban kabu kaise sokh hawaye kar deti hai

tan man mein ek jadu jaise

gore tan ka pasina jaise chamke nagina

gore tan ka pasina jaise chamke nagina

jab nache koi jhum ke hasina

to sad je jawan hota hai

o sakhiyo

sawan ka mahina tauba tauba

ye bada beiman hota hai


sawan ki rut bhigi jab

jab laut ke wapis aaye

tod ke pahre mast jawani

pani me bhi aag lagaye

jab barkha ka pani laye dilo mein rawani

jab barkha ka pani laye dilo mein rawani

aisi rut mein sulagti jawani bhi

shishe ka makam hota hai

o sakhiyo

sawan ka mahina tauba tauba

ji bada beiman hota hai

sawan ka mahina tauba tauba

ji bada beiman hota hai

tauba ji tauba beiman hota hai

kale badlo ki toli bole mithi mithi boli

kale badlo ki toli bole mithi mithi boli

koi aise mein jo leke jaye doli

pura arman hota hai

o sakhiyo

sawan ka mahina tauba tauba

ji bada beiman hota hai

tauba ji tauba beiman hota hai

tauba ji tauba beiman hota hai

tauba ji tauba beiman hota hai

tauba ji tauba beiman hota hai

tauba ji tauba beiman hota hai

tauba ji tauba beiman hota hai

tauba ji tauba beiman hota hai

tauba ji tauba beiman hota hai

Sawan Ka Mahina Lyrics Meaning

Sawan Ka Mahina is a popular hindi song performed by Asha Bhosle. The song belongs to Dharamyudh and has gained popularity among music lovers. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.

Frequently Asked Questions

Who sang Sawan Ka Mahina?

Sawan Ka Mahina is sung by asha bhosle.

Which album contains Sawan Ka Mahina?

Sawan Ka Mahina belongs to the album Dharamyudh.

What language is Sawan Ka Mahina?

Sawan Ka Mahina is a hindi song.

Can I read Sawan Ka Mahina lyrics online?

Yes, you can read the complete lyrics of Sawan Ka Mahina online on ASOM Lyrics.

Where can I find more songs by asha bhosle?

You can browse more lyrics by asha bhosle and discover related songs on ASOM Lyrics.

You May Also Like (Similar)

Advertisement
Disclaimer: ASOM Lyrics provides song lyrics for educational, informational and personal use purposes only. All song lyrics, artist names, album names and related trademarks belong to their respective owners.

Copyright Notice: If you are a copyright owner or authorized representative and believe that any content on this website infringes your rights, please contact us through our DMCA page. We will review and take appropriate action promptly.