| Singer | Sonu Nigam & Sadhana Sargam |
| Genre | Love |
| Language | Hindi |
| Album | Jungle |
sorry baba sorry
mujhko maaf kardo na
phir na galti hogi
ab dil saaf kardo na
main kya karoon ho gaya late
main kuchh kaam se jaana tha
raste mein traffic jam tha
mushkil bada aana tha
sorry baba sorry
mujhko maaf kardo na
phir na galti hogi
ab dil saaf kardo na
aise dil ko todo na
jaanam jaane bhi do
baahein meri chhodo na
nazdeek aane bhi do
ja jhoothe teri baatein na
maanoon re come on
tu kya hai kaisa hai
pehchaanoon re ya ya
sorry baba sorry
mujhko maaf kardo na
phir na galti hogi
ab dil saaf kardo na
jhootha vaada tera hai
na tha mujhko pata
sachcha gussa mera
hai tune ki hai khata
kuchh ulta seedha main
kar jaoonga achchha
na maanogi tum tomar
jaoonga mar jaao
sorry baba sorry
mujhko maaf kardo na
phir na galti hogi
ab dil saaf kardo na
arre re ruko ruko
kya kar rahe ho
main kya karoon ho gaya late
main kuchh kaam se jaana tha
theek hai baba
raste mein traffic jam tha
mushkil bada aana tha
achchha baba achchha
baba maine maaf kar diya
achchha baba achchha
baba maine maaf kar diya.
Sorry Baba is a popular hindi song performed by Sonu Nigam & Sadhana Sargam. The song belongs to Jungle and has gained popularity among music lovers. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Sorry Baba is sung by sonu nigam & sadhana sargam.
Sorry Baba belongs to the album Jungle.
Sorry Baba is a hindi song.
Yes, you can read the complete lyrics of Sorry Baba online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by sonu nigam & sadhana sargam and discover related songs on ASOM Lyrics.