| Singer | Alka Yagnik |
| Genre | Dance |
| Language | Hindi |
| Album | Ekka Raja Rani |
tadpu ya main pyar karoon
chahu ya inkar karoon
tadpu ya main pyar karoon
chahu ya inkaar karoon
mere samjh mein na aaye
ke main kya karoon
haye re main kya karoon
haye re main kya karoon
haye re main kya karoon
bekarari hai ye dosti hai
dillagi na ye dil ki lagi hai
dil to pagal hai kuch bhi na mane
ishq kya hai are wo nahi jane
chahat hai kya dil ki dua
ye raz hai kisko pata
mere samjh mein na aaye
ke main kya karoon
haye re main kya karoon
haye re main kya karoon
haye re main kya karoon
ye kasam leke todi na jaye
tut jaye to jodi na jaye
hai bada khubsurat fasana
o sabke bas mein nahi dil lagana
ehsas hai ek pyas hai
ye jaan to vishvas hai
mere samjh mein na aaye
ke main kya karoon
haye re main kya karoon
haye re main kya karoon
haye re main kya karoon
tadpu ya main pyar karoon
chahu ya inkar karoon
mere samjh mein na aaye
ke main kya karoon
haye re main kya karoon
haye re main kya karoon
haye re main kya karoon
haye re main kya karoon
haye re main kya karoon.
Tadpun Ya Pyar Karun is a popular hindi song performed by Alka Yagnik. The song belongs to Ekka Raja Rani and has gained popularity among music lovers. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Tadpun Ya Pyar Karun is sung by alka yagnik.
Tadpun Ya Pyar Karun belongs to the album Ekka Raja Rani.
Tadpun Ya Pyar Karun is a hindi song.
Yes, you can read the complete lyrics of Tadpun Ya Pyar Karun online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by alka yagnik and discover related songs on ASOM Lyrics.