| Singer | Shaan |
| Genre | Adventure |
| Language | Hindi |
| Album | 99.9 Fm |
aankhon mein sapne liye
ghar se hum chal to diye
jaane yeh raahein ab le jaayengi kahan
mitti ki khushboo aaye
palkon pe aansu laaye
palkon pe reh jaayega yaadon ke jahan
manzil nayi hai anjaana hai kaarvaan
chalna akele hai yahan
(tanha dil, tanha safar
dhoonde tujhe phir kyoon nazar) - 2
tanha dil
dilkash nazaarein dekhe
jhilmil sitaarein dekhe
aankhon mein phir bhi tera chehra hai jawaan
kitni barsaatein aayi, kitni saugaatein laayi
kaanon mein phir bhi goonje teri hi sada
maane kiye the apna hoga aashiyaan
vaadon ka jaane hoga kya
(tanha dil, tanha safar
dhoonde tujhe phir kyoon nazar) - 2
tanha dil
tanha dil
aankhon mein sapne liye
ghar se hum chal to diye
jaane yeh raahein ab le jaayengi kahan
mitti ki khushboo aaye
palkon pe aansu laaye
palkon pe reh jaayega yaadon ke jahan
manzil nayi hai anjaana hai kaarvaan
chalna akele hai yahan
(tanha dil, tanha safar
dhoonde tujhe phir kyoon nazar) - 2
tanha dil, tanha dil, tanha dil
tanha dil, tanha dil
Tanha Dil is a popular hindi song performed by Shaan. The song belongs to 99.9 Fm and has gained popularity among music lovers. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Tanha Dil is sung by shaan.
Tanha Dil belongs to the album 99.9 Fm.
Tanha Dil is a hindi song.
Yes, you can read the complete lyrics of Tanha Dil online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by shaan and discover related songs on ASOM Lyrics.