| Language | Bollywood |
akh mein nahi hai dekho
qatra koyi bhi uska ha ha
auron ka to hona kya tha
apna bhi main na ho saka ha haa
dil ki gehraiyan
puchhe sachchaiyan jaane ajane
main roz-roz tanha main beshumar
tanha hua.. main roz-roz tanha
main beshumar tanha hua
dooniya ka mela dekhun
khudko akela dekhun
dil albela dekhun ghamzada
dooniya ka mela dekhun
khudko akela dekhun
dil albela dekhun ghamzada
dekh le ae dil bewafa
chahaton mein kar ke vapha
yaadon se pa lunga main
apna bana lunga main
jaan gawa lunga main is dapha
yaadon se pa lunga main
apna bana lunga main
jaan gawa lunga main is dapha
meri aggvaiyan
kar ti rusvaiyan jaane ajane
main yaar yaar kehna
main yaar yaar kehna
ode naal naal rehna sada
main yaar yaar kehna
main yaar yaar kehna
ode naal naal rehna sada
main baar-baar tanha
main roz-roz tanha main beshumar
tanha hua.. main roz-roz tanha
main beshumar tanha hua
main baar-baar tanha
main roz-roz tanha main beshumar
tanha hua.. main roz-roz tanha
main beshumar tanha hua
main baar-baar tanha
main roz-roz tanha main beshumar
tanha hua..
Tanha Hua Lyrics – Rahat Fateh Ali Khan | Zero is a popular bollywood song Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Tanha Hua Lyrics – Rahat Fateh Ali Khan | Zero is sung by the artist.
Album information for Tanha Hua Lyrics – Rahat Fateh Ali Khan | Zero is currently unavailable.
Tanha Hua Lyrics – Rahat Fateh Ali Khan | Zero is a bollywood song.
Yes, you can read the complete lyrics of Tanha Hua Lyrics – Rahat Fateh Ali Khan | Zero online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by the artist and discover related songs on ASOM Lyrics.