| Singer | Arijit Singh, Rayyan & Amnah Noor |
| Genre | Heart Break |
| Language | Hindi |
| Album | Karle Pyaar Karle |
aai jo teri yaad..
tanhaai mein
aai jo teri yaad..
tanhaai mein
aankhein barasti rahin aksar
judai mein
aai jo teri yaad..
tanhaai mein
tanhaai… aai jo teri yaad tanhaai mein
veeraniyan, parchaiyan
tadpa gai ruswaaiyan..
saanson mein ghulti
saansein woh teri
lauta de mujhko
raatein woh meri
mehsoos karta hoon
tu har kahin hai
par tu nahin hai
jeena lage saza ruswaai mein
jeena lage saza ruswaai mein
tanhaai.. aai jo teri yaad tanhaai mein
aisi adaa sabse juda
dekhi nahin o bewafa
mere jism-o-jaan mein
tera hi junoon hai
chheena kyun tune mera yeh sukun hai
hasrat mein teri main jal raha hoon
main jal raha hoon
roya hoon teri is bewafai mein
roya hoon teri is bewafai mein
aankhein barasti rahin aksar judai mein
aai jo teri yaad tanhaai mein
aai jo teri yaad tanhaai mein
Tanhaai is a popular hindi song performed by Arijit Singh, Rayyan & Amnah Noor. The song belongs to Karle Pyaar Karle and has gained popularity among music lovers. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Tanhaai is sung by arijit singh, rayyan & amnah noor.
Tanhaai belongs to the album Karle Pyaar Karle.
Tanhaai is a hindi song.
Yes, you can read the complete lyrics of Tanhaai online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by arijit singh, rayyan & amnah noor and discover related songs on ASOM Lyrics.