| Singer | Shamshad Begum |
| Language | Bollywood |
Taqdeer bani ban kar bigadi
Duniya ne hume barbad kiya
Taqdeer bani ban kar bigadi
Duniya ne hume barbad kiya
Dukh dard ke hatho lutkar bhi
Is dil ne tujhi ko yaad kiya
Dukh dard ke hatho lutkar bhi
Is dil ne tujhi ko yaad kiya
Taqdeer bani
Hum dil ki lagi ko kya roye
Ulfat mein hazaro ghar ujhade
Ae ishq ke maro tum hi to ho
Kismat ke kise aabad kiya
Ae ishq ke maro tum hi to ho
Kismat ke kise aabad kiya
Taqdeer bani
Is kaid mein jina mushkil hai
Ai maut lagi hai aas teri
Chupke se zara aakar kehde
Ja hamne tujhe aajad kiya
Chupke se jara aakar kehde
Ja humne tujhe aajad kiya
Taqdeer bani ban kar bigadi
Duniya ne hume barbad kiya
Taqdeer bani.
Music Video Of: Taqdeer Bani Ban Kar Bigadi
Taqdeer Bani Ban Kar Bigadi is a popular bollywood song performed by Shamshad Begum. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Taqdeer Bani Ban Kar Bigadi is sung by shamshad begum.
Album information for Taqdeer Bani Ban Kar Bigadi is currently unavailable.
Taqdeer Bani Ban Kar Bigadi is a bollywood song.
Yes, you can read the complete lyrics of Taqdeer Bani Ban Kar Bigadi online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by shamshad begum and discover related songs on ASOM Lyrics.