| Singer | Alka Yagnik |
| Genre | Mujra |
| Language | Hindi |
| Album | Amiri Garibi |
baja berukhi hai ye sarkar ki
baja berukhi hai ye sarkar ki
ke main cheez hoon ek bazar ki
tawaif kahan kisi ke sath
mohabbat karti hain
tawaif kahan kisi ke sath
mohabbat karti hain
magar jab karti hain
magar jab karti hain to
haye qayamat karti hain
tawaif kahan kisi ke sath
mohabbat karti hain
magar jab karti hain to
haye qayamat karti hain
tawaif kahan kisi ke sath
mohabbat karti hain
gustakhi maf mere lab par
aaya hain naam srifo ka
gustakhi maf mere lab par a
aya hain naam srifo ka
kehte hain jisko log wafa
wo to hain kam sarifo ka
tawaif kahan kisi ke sath
sarafat karti hain
tawaif kahan kisi ke sath
sarafat karti hain
magar jab karti hain to
haye qayamat karti hain
tawaif kahan kisi ke sath
mohabbat karti hain
kuchh aur nahi main kar sakti
bas ruth ke main reh jati hoon
kuchh aur nahi main kar sakti
bas ruth ke main reh jati hoon
jab log mujhe thukarate hain
to tut ke main reh jati hoon
tawaif kahan kisi se kabhi
sikayat karti hain
tawaif kahan kisi se kabhi
sikayat karti hain
magar jab karti hain to
haye qayamat karti hain
tawaif kahan kisi ke sath
mohabbat karti hain
main laz sharam ke parde se
phir bahar kabhi na aaungi
main laz sharam ke parde se
phir bahar kabhi na aaungi
bas ek ishara tum kar do
bas ek ishara tum kar do
main ghunghat mein
chhup jaungi
tawaif kahan tawaif se
bagawat karti hain
tawaif kahan tawaif se
bagawat karti hain
magar jab karti hain to
haye qayamat karti hain
tawaif kahan kisi ke sath
mohabbat karti hain
tawaif kahan kisi ke sath
mohabbat karti hain
magar jab karti hain to
haye qayamat karti hain
tawaif kahan kisi ke sath
mohabbat karti hain.
Tawaif Kahan Kisi Se Mohabbat Karti Hai is a popular hindi song performed by Alka Yagnik. The song belongs to Amiri Garibi and has gained popularity among music lovers. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Tawaif Kahan Kisi Se Mohabbat Karti Hai is sung by alka yagnik.
Tawaif Kahan Kisi Se Mohabbat Karti Hai belongs to the album Amiri Garibi.
Tawaif Kahan Kisi Se Mohabbat Karti Hai is a hindi song.
Yes, you can read the complete lyrics of Tawaif Kahan Kisi Se Mohabbat Karti Hai online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by alka yagnik and discover related songs on ASOM Lyrics.