| Singer | Mohammed Aziz & Anuradha Paudwal |
| Genre | Sad |
| Language | Hindi |
| Album | Humshakal |
tere dil mein rehna hain
tu jo kahein woh kehana hain
wahin sunna hain
tere dil mein rehna hain
tu jo kahein woh kehana hain
wahin sunna hain
tere dil mein rehna hain
tu jo kahein woh kehana hain
wahin sunna hain
na koi dar thaa apna
na koi ghar thaa
lamba thaa rasta apna
lamba safar thaa
ab tuhi rasta mera
ab tuhi rasta mera
ab tuhi manzil
manzil mein rehana hain
tu jo kahein woh kehana hain
wahin sunna hain
tere dil mein rehna hain
tu jo kahein woh kehana hain
wahin sunna hain
dekhun na tujhko to main
dekhun kidhar ko
saara jahan andhiyara
jaaun kidhar ko
ye zindagi hain tuffa
aur tu hain saahil
saahil mein rehana hain
tu jo kahein woh kehana hain
wahin sunna hain
tere dil mein rehna hain
tu jo kahein woh kehana hain
wahin sunna hain
tu hi hasee bhi meri o
tu hi khushi bhi
tu hi mera chanda bhi oo
tu chaandani bhi
meri samma bhi tu hain
meri samma bhi tu hain
aur tu hi mehfil
mehfil mein rehana hain
tu jo kahein wo kehana hain
wahin sunna hain
tere dil mein rehna hain
tu jo kahein wo kehana hain
wahin sunna hain
tere dil mein rehna hain
tu jo kahein woh kehana hain
wahin sunna hain oo ooo…
Tere Dil Mein Rehna is a popular hindi song performed by Mohammed Aziz & Anuradha Paudwal. The song belongs to Humshakal and has gained popularity among music lovers. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Tere Dil Mein Rehna is sung by mohammed aziz & anuradha paudwal.
Tere Dil Mein Rehna belongs to the album Humshakal.
Tere Dil Mein Rehna is a hindi song.
Yes, you can read the complete lyrics of Tere Dil Mein Rehna online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by mohammed aziz & anuradha paudwal and discover related songs on ASOM Lyrics.