| Singer | Pankaj Mullick |
| Language | Bollywood |
Tere mandir ka hoon deepak jal rahaa
Tere mandir ka hoon deepak jal rahaa
Aag jeevan mein main bhar kar chal rahaa
Jal rahaa
Tere mandir ka hoon deepak jal rahaa
Kyaa tu mere dard se anjaan hai
Teri meri kyaa nayee pehchan hai
Jo bina paani bataashaa ghal rahaa
Aag jeevan mein main bhar kar chal raha
Tere mandir ka hoon deepak jal rahaa
Ek jhalak mujh ko dikhaa de saanware
Saanware
Mujh ko le chal tu kadamb ki chhaon re
Saanware
O re chhaliyaa, aaaaaaa aaaaa
O re chahliyaa kyoon mujhe tu chhal rahaa
Aag jeevan mein main bhar kar chal raha
Tere mandir ka hoon deepak jal rahaa
Main to kismat baansuri ki baanch’taa ka
Ek dhun pe sau tareh se naachtaa
Aankh se jamunaa ka paani dhal rahaa
Aag jeevan mein main bhar kar chal raha
Tere mandir ka hoon deepak jal rahaa.
Music Video Of: Tere Mandir Ka Hoon
Tere Mandir Ka Hoon is a popular bollywood song performed by Pankaj Mullick. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Tere Mandir Ka Hoon is sung by pankaj mullick.
Album information for Tere Mandir Ka Hoon is currently unavailable.
Tere Mandir Ka Hoon is a bollywood song.
Yes, you can read the complete lyrics of Tere Mandir Ka Hoon online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by pankaj mullick and discover related songs on ASOM Lyrics.