| Singer | Shabbir Kumar |
| Genre | Sad |
| Language | Hindi |
| Album | Mohabbat Ki Kasam |
tere mere pyar ka dusman jamana ho gaya
jine ka sahara tha jo marne ka bahana ho gaya
haye marne ka bahana ho gaya
tere mere pyar ka dusman jamana ho gaya
jine ka sahara tha jo marne ka bahana ho gaya
haye marne ka bahana ho gaya
pathar dil ye duniya hai kon sune friyad yaha
daulat vale jeet gaye dil vale barbad yaha
dil vale barbad yaha hatho ki lakiro ka
o hatho ki lakiro ka jhutha fasana ho gaya
jine ka sahara tha jo marne ka bahana ho gaya
haye marne ka bahana ho gaya
aankho me to aansu hai dard ki gar me palta hai
ye bhi apni kismat hai sawan me ghar jalta hai
sawan me ghar jalta hai dil tera mera haye
o dil tera mera haye gamo ka nisana ho gaya
jine ka sahara tha jo marne ka bahana ho gaya
haye marne ka bahana ho gaya
Tere Mere Pyar Ka Dushman Zamana Ho Gaya is a popular hindi song performed by Shabbir Kumar. The song belongs to Mohabbat Ki Kasam and has gained popularity among music lovers. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Tere Mere Pyar Ka Dushman Zamana Ho Gaya is sung by shabbir kumar.
Tere Mere Pyar Ka Dushman Zamana Ho Gaya belongs to the album Mohabbat Ki Kasam.
Tere Mere Pyar Ka Dushman Zamana Ho Gaya is a hindi song.
Yes, you can read the complete lyrics of Tere Mere Pyar Ka Dushman Zamana Ho Gaya online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by shabbir kumar and discover related songs on ASOM Lyrics.