| Singer | Altamas Faridi |
| Genre | Love |
| Language | Hindi |
| Album | Bezubaan Ishq |
oh oh o o..
hai re hai re..
teri masumiyat ne hamein
banjara bana diya..(3x)
ke mann bhatke teri aur baar baar
ke mann bhatke teri aur baar baar
tune aisa kya kiya
teri masumiyat ne hamein
banjara bana diya..(3x)
pata nahi tha pyar mein itna
meetha dard hota hai
unko leke kabhi kabhi
dil bacha ban ke rota hai..(2x)
teri pehli nazar ne
hamein khudse judaa kiya(x2)
o mann bhatke teri aur baar baar
o mann bhatke teri aur baar baar
tune aisa kya kiya
teri masumiyat ne hamein
banjara bana diya..(3x)
kaise sambhalaein nadan dil ko
jo tere liye dhadak utha
na maane main kya karu haye
kaise dilasa doon jhutha..(2x)
teri pyari si moorat ko
dil mein basa liya..(2x)
o mann bhatke teri aur baar baar
o mann bhatke teri aur baar baar
tune aisa kya kiya
teri masoomiyat ne hamein
banjara bana diya..(3x)
banjara bana diya..
teri masumiyat ne..
banjara bana diya..
bana diya..
Teri Masumiyat is a popular hindi song performed by Altamas Faridi. The song belongs to Bezubaan Ishq and has gained popularity among music lovers. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Teri Masumiyat is sung by altamas faridi.
Teri Masumiyat belongs to the album Bezubaan Ishq.
Teri Masumiyat is a hindi song.
Yes, you can read the complete lyrics of Teri Masumiyat online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by altamas faridi and discover related songs on ASOM Lyrics.