| Singer | Amit Kumar & Asha Bhosle |
| Genre | Love |
| Language | Hindi |
| Album | Afsana Pyar Ka |
main tera hoon tu meri hai
main tera hoon tu meri hai
tip tip tip tip baarish shuroo ho gayi
maane ya na maane meri tu ho gayi
maane ya na maane meri tu ho gayi
main teraa hoon tu meri hai
main teraa hoon tu meri hai
tip tip tip tip baarish shuroo ho gayi
maane ya na maane meri tu ho gayi
teri na na na na kaa matlab hai haan
maine pad li teri nazron ki zubaan
teraa chehra kah gaya dil ki dastan
tere dil mein main hi main hoon jaane jaan
tu bole haan chaahe na
main tera hoon tu meri hai
main tera hoon tu meri hai
tip tip tip tip baarish shuroo ho gayi
maane ya na maane meri tu ho gayi
maine maanaa tujhko apni zindagi
meri saanson mein hai tu hi tu basi
tune jaisaa samjhaa vaisaa main nahin
aate aate aayegaa tujhko yakin
tu jo kahe de doon jaan
main tera hoon tu meri hai
main tera hoon tu meri hai
tip tip tip tip baarish shuroo ho gayi
maane ya na maane meri tu ho gayi
tip tip tip tip baarish kahaan kho gayi
maana maine maana main teri ho gayi
maana maine maana main teri ho gayi
maana maine maana main teri ho gayi
main teri hoon tu meraa hai
main teri hoon tu meraa hai
tip tip tip tip baarish kahaan kho gayi
maana maine maana main teri ho gayi
tera ye diwanapan dil chhoo gaya
badle ham tum aayaa mausam pyaar ka
hum nache dil naache nache ye zamin
lagti hai ab duniya jannat se hasin
haan phir zaraa kah de haan
haan re haan main teri teri ho gayi
kya se kya meri zindagi ho gayi
maana maine maana main teri ho gayi
main teri hoon, main tera hoon
main tera hoon
la la la la la la la la la la la
la la la la la la lala la la la la.
Tip Tip Baarish is a popular hindi song performed by Amit Kumar & Asha Bhosle. The song belongs to Afsana Pyar Ka and has gained popularity among music lovers. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Tip Tip Baarish is sung by amit kumar & asha bhosle.
Tip Tip Baarish belongs to the album Afsana Pyar Ka.
Tip Tip Baarish is a hindi song.
Yes, you can read the complete lyrics of Tip Tip Baarish online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by amit kumar & asha bhosle and discover related songs on ASOM Lyrics.