| Singer | Ali Zafar |
| Genre | Comedy |
| Language | Hindi |
| Album | Total Siyapaa |
hoye..
kyun beta
khush rakhega na
hamari asha ko?
ji..
zara unchha bol
punjabiyon ka ghar hai!
ji ji khush rakhunga..
gaa..
maaro siyapa
hoye..hoye..
200 liter aansoon
300 kilo gham
god ji batado jayein kahan pe hum
hoye..
haan.. 200 liter aansoon
300 kilo gham
god ji batado jayein kahan pe hum
jyaada takleef hai, thodi si relief hai
aaj kal duniya mein bolo kaun theek hai
upar se tere mummy papa bhai aapa..
total siyapa, hai tera pyaar
chaddeya kootappa
haan mar gaya yaar
total siyapa, hai tera pyaar
chaddeya kootappa
haan marr gaya yaar
hmm mummy teri mainu hate kare
brother tera irritate kare
daddy hamesha lost rehta
sister teri manipulate kare
gabbar saara high rakhe paara
soniye ni pango ka hai yeh pitara
phir bhi teri galiyon ka rasta hai naapa
total siyapaa, hai tera pyaar
chaddeya kootappa
haan mar gaya yaar (repeat once)
haan 200 liter aansoon
300 kilo gham
god ji batado jayein kahan pe hum
jyaada takleef hai, thodi si relief hai
aaj kal duniya mein bolo kaun theek hai
upar se tere mummy papa bhai aapa
rabba bajaiyi ve
total siyapa, hai tera pyaar
chaddeya kootappa
haan mar gaya yaar (repeat once)
kya main sundar nahin hoon?
siyappa, siyapa, siyapa (repeat 2 times)
jab se aaya hoon
kabhi koi santra maar raha hai
kabhi koi goli maar raha hai
kabhi koi gaali de raha hai
kabhi koi dhamki de raha hai
de raha hai.. (repeat 2 times)
dhamki de raha hai..
ek se badhkar ek
namoona ikhatta kiya hua hai
khandaan ne
Total Siyapaa is a popular hindi song performed by Ali Zafar. The song belongs to Total Siyapaa and has gained popularity among music lovers. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Total Siyapaa is sung by ali zafar.
Total Siyapaa belongs to the album Total Siyapaa.
Total Siyapaa is a hindi song.
Yes, you can read the complete lyrics of Total Siyapaa online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by ali zafar and discover related songs on ASOM Lyrics.