| Singer | Kavita Krishnamurthy & Udit Narayan |
| Genre | Love |
| Language | Hindi |
| Album | Kaalia |
tumne di sada aur mein aa gaya
is tarha ye dil tum pe aa gaya
ho tumne di sada aur mein aa gaya
is tarha ye dil tum pe aa gaya
sach ye hain ke sapna sanam
tum hum hain aise sang sang
tod do ye mere bharam
ye sach hai meri jaan
tumne di sada aur mein aa gaya
is tarha ye dil tum pe aa gaya
maana maine yahin jaana maine yahin
tere dil mein main sama gayi
o maana maine yahin jaana maine yahin
tere dil mein main sama gayi
achha laga mujhe achha laga tujhe
ye baat meri bhaa gayi
dil banke aaj paagal
naache mera khushi se
mera bhi hai iraada rang dekhun aashiqi ke
ho baahon mein tumhari hoon main
dil tumse hari hoon main
abhi kya huaa hain aage
dekhna meri jaan
tumne di sada aur mein aa gaya
is tarha ye dil tum pe aa gaya
naathi mujhe khabar aisa hoga safar
tere mere hasee pyar ka
ho naathi mujhe khabar aisa hoga safar
tere mere hasee pyar ka
tu kya mili mujhe baaho mein aake lage
har pal nayi bahaar ka
mere dil ki aarzoo kya tune ye kaise jaana
naadan ho tum toh jaane mann
par main toh hoon sayana
ho tu jaanu main jaane jaana
zindagi se ab na jaana
dhoka doon main kisi ko
aisa main nahin jaane jaa
tumne di sada aur mein aa gaya
is tarha ye dil tum pe aa gaya
ho tumne di sada aur mein aa gaya
is tarha ye dil tum pe aa gaya
sach ye hain ke sapna sanam
tum hum hain aise sang sang
tod do ye mere bharam
ye sach hai meri jaan
tumne di sada aur mein aa gaya
is tarha ye dil tum pe aa gaya.
Tumne Di Sadaa Aur Mein is a popular hindi song performed by Kavita Krishnamurthy & Udit Narayan. The song belongs to Kaalia and has gained popularity among music lovers. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Tumne Di Sadaa Aur Mein is sung by kavita krishnamurthy & udit narayan.
Tumne Di Sadaa Aur Mein belongs to the album Kaalia.
Tumne Di Sadaa Aur Mein is a hindi song.
Yes, you can read the complete lyrics of Tumne Di Sadaa Aur Mein online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by kavita krishnamurthy & udit narayan and discover related songs on ASOM Lyrics.