| Singer | Kailash Kher |
| Genre | Love |
| Language | Hindi |
| Album | Thodi Life Thoda Magic |
khubsurat hai jo kuchh bhi sansaar mein
bas samaj lo ki duba hai woh pyaar mein
ho rabba woh pyaar mein, o raama woh pyaar mein
ho ho ho o o o o hoo o o o ho
tune kahi aur maine maani, pyaar nahi toh kya hai yeh
tune kahi aur maine maani, pyaar nahi toh kya hai yeh
dil ki dil ko dard nishaani, dil ki dil ko dard nishaani
pyaar nahi toh kya hai yeh
tune kahi aur maine maani, pyaar nahi toh kya hai yeh
khaaraa paani aankhon ka hai, khaare saare samnadar bhi
saat samandar hote hai, do aankhon ke andar bhi
kis paani mein chhupi kahaani, kis paani mein chhupi kahaani
pyaar nahi toh kya hai yeh
tune kahi aur maine maani, pyaar nahi toh kya hai yeh
o ho ho ho o o o o ho, o o o o o o ho
pal kya sach mein badal gaya hai, ya maine sapana dekha
tum badale ya badal gayi hai mere haathon ki rekha
inn socho mein shyaam bita di, inn socho mein shyaam bita di
pyaar nahi toh kya hai yeh
tune kahi aur maine maani, pyaar nahi toh kya hai yeh
tune kahi aur maine maani, maine maani, maani re
haay pyaar nahi toh kya hai yeh
dil ki dil ko dard nishaani, dil ki dil ko dard nishaani
pyaar nahi toh kya hai yeh
tune kahi aur maine maani, pyaar nahi toh kya hai yeh
pyaar nahi toh kya hai yeh , pyaar nahi toh kya hai yeh
pyaar nahi toh kya hai yeh.
Tune Kahi Aur Meine Maani is a popular hindi song performed by Kailash Kher. The song belongs to Thodi Life Thoda Magic and has gained popularity among music lovers. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Tune Kahi Aur Meine Maani is sung by kailash kher.
Tune Kahi Aur Meine Maani belongs to the album Thodi Life Thoda Magic.
Tune Kahi Aur Meine Maani is a hindi song.
Yes, you can read the complete lyrics of Tune Kahi Aur Meine Maani online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by kailash kher and discover related songs on ASOM Lyrics.