| Singer | Asha Bhosle |
| Genre | Love |
| Language | Hindi |
| Album | Anokha Rishta |
tune ye jaana ek
kaanta lagne se
main ghayal ho gayi
ho main ghayal ho gayi
tune ye jaana ek
kaanta lagne se
main ghayal ho gayi
kaanta to nikal gaya
kaanta to nikal gaya
par tere chhune se
main pagal ho gayi
ho main pagal ho gayi
tune ye jaana ek
kaanta lagne se
main ghayal ho gayi
kaanta to nikal gaya
kaanta to nikal gaya
par tere chhune se
main pagal ho gayi
main ghayal ho gayi
tere haatho se
mere ang ang mein
bechaini si duad gayi
sharam se simat gayi
tujhse lipat gayi
main duniya chhod gayi
ho par tu na jaana
tune ye jaana ek
kaanta lagne se
main ghayal ho gayi
main pagal ho gayi
main anjaan sahin
main nadan sahin
par tu nadan nahin
bante ho to ho par mann ke
kuchh bhi pahchan nahin
ho tu hai deewana
tune ye jaana ek
kaanta lagne se
main ghayal ho gayi
main pagal ho gayi
main kaisi bhi hoon
main jaisi bhi hoon
sweekar mujhe kar le
main sach kahti hoon
kahti rehti hoon
tu pyar mujhe kar le
o mujhko satana
tune ye jaana ek
kaanta lagne se
main ghayal ho gayi
main ghayal ho gayi
tune ye jaana ek
kaanta lagne se
main ghayal ho gayi
kaanta to nikal gaya
kaanta to nikal gaya
par tere chhune se
main pagal ho gayi
ho main pagal ho gayi
tune ye jaana ek
kaanta lagne se
main ghayal ho gayi
ho main pagal ho gayi.
Tune Ye Jaana Ek Kaanta Lagne Se Mein is a popular hindi song performed by Asha Bhosle. The song belongs to Anokha Rishta and has gained popularity among music lovers. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Tune Ye Jaana Ek Kaanta Lagne Se Mein is sung by asha bhosle.
Tune Ye Jaana Ek Kaanta Lagne Se Mein belongs to the album Anokha Rishta.
Tune Ye Jaana Ek Kaanta Lagne Se Mein is a hindi song.
Yes, you can read the complete lyrics of Tune Ye Jaana Ek Kaanta Lagne Se Mein online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by asha bhosle and discover related songs on ASOM Lyrics.