| Singer | Vipin Sachdev & Anuradha Paudwal |
| Genre | Emotional |
| Language | Hindi |
| Album | Jeena Marna Tere Sang |
zameen hash rahi hain,
falak ro raha hain
mohabbat mein
yeh kya sitam ho raha hain
tune zamane yeh kya kar diya,
lau se diye ko juda kar diya
thukaraya tune agar aasman,
jayenge phir yeh sitare kahan
tune zamane yeh kya kar diya,
lau se diye ko juda kar diya
thukaraya tune agar aasman,
jayenge phir yeh sitare kahan
tune zamane yeh kya kar diya,
lau se diye ko juda kar diya
kya hain zaalim sansar
teraa pane ko pyaar
main toh takadir se
bhi ladunga sanam
dil tod ke tu gayi chhod ke,
toh bata phir main
kaise jiyunga sanam
kya jane tu kitani tuti hoon main,
tujhse nahin khud se ruthi hoon main
tune zamane yeh kya kar diya,
lau se diye ko juda kar diya
na toh teri khata na to meri khata
do dilon mein
padi duriya hain sanam
kuchh hain teri aur kuchh hain
meri ham dono ki
majaburiya hain sanam
sagar se jaise kinare juda hamse
huye hain hamare juda
tune zamane yeh kya kar diya,
lau se diye ko juda kar diya
thukaraya tune agar aasman,
jayenge phir yeh sitare kahan
tune zamane yeh kya kar diya,
lau se diye ko juda kar diya.
Tune Zamane Ye Kya Kar Diya is a popular hindi song performed by Vipin Sachdev & Anuradha Paudwal. The song belongs to Jeena Marna Tere Sang and has gained popularity among music lovers. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Tune Zamane Ye Kya Kar Diya is sung by vipin sachdev & anuradha paudwal.
Tune Zamane Ye Kya Kar Diya belongs to the album Jeena Marna Tere Sang.
Tune Zamane Ye Kya Kar Diya is a hindi song.
Yes, you can read the complete lyrics of Tune Zamane Ye Kya Kar Diya online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by vipin sachdev & anuradha paudwal and discover related songs on ASOM Lyrics.