| Singer | Anuradha Paudwal & Kumar Sanu |
| Genre | Love |
| Language | Hindi |
| Album | Naam Gum Jaayega |
raato main jagaya
neendo ko udaya
raato main jagaya
neendo ko udaya
mera dil bhi churaya hai
uss ladki pe dil aaya
jis ne mujhe sataya hai
uss ladki pe dil aaya
jis ne mujhe sataya hai
raato main jagaya
neendo ko udaya
raato main jagaya
neendo ko udaya
mera dil bhi churaya hai
uss ladke pe dil aaya
jis ne mujhe sataya hai
uss ladke pe dil aaya
jis ne mujhe sataya hai
dheere dheere paas aa rahi hai
phir kyun mujhse door jaa rahi hai
shayad uski ye ek adaa hai
woh kyaa jaane jaan jaa rahi hai
jeena bhi bhulaya deewana banaya
jeena bhi bhulaya deewana banaya
aisa jaadoo chalaya hai
uss ladki pe dil aaya
jis ne mujhe sataya hai
uss ladki pe dil aaya
jis ne mujhe sataya hai
jaise jaise shyaam dhal rahi
seene main ek aag jal rahi hain
aankhe meri doobi intzaar main
har dhadkan main
pyaas jag rahi hain
yaado main bhi aaya
khwabo main bhi aaya
yaado main bhi aaya
khwabo main bhi aaya
khayalo main bhi chhaya
uss ladke pe dil aaya
jis ne mujhe sataya hai
uss ladki pe dil aaya
jis ne mujhe sataya hai.
Uss Ladki Pe Dil Aaya is a popular hindi song performed by Anuradha Paudwal & Kumar Sanu. The song belongs to Naam Gum Jaayega and has gained popularity among music lovers. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Uss Ladki Pe Dil Aaya is sung by anuradha paudwal & kumar sanu.
Uss Ladki Pe Dil Aaya belongs to the album Naam Gum Jaayega.
Uss Ladki Pe Dil Aaya is a hindi song.
Yes, you can read the complete lyrics of Uss Ladki Pe Dil Aaya online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by anuradha paudwal & kumar sanu and discover related songs on ASOM Lyrics.