| Language | Bollywood |
wafa na ras aayi tujhe o harjai
wafa na ras aayi tujhe o harjai
mujhe o bewafa jara ye to bata
tune aag ye kaisi lagai
wafa na ras aayi tujhe o harjai
wafa na ras aayi tujhe o harjai
mujhe o bewafa jara ye to bata
tune aag ye kaisi lagai
wafa na ras aayi tujhe o harjai…
daulat ke nashe mein tune mujhe
najro se apni dur kiya
daulat ke nashe mein tune mujhe
najro se apni dur kiya
mere pyar ka shish mahal tune
ek pal mein chakna chur kiya
mujhe deke yu gum aise karke sitam
tune meri wafa thukrayi…
wafa na ras aayi tujhe o harjai..(x2)
tune rup fizao ka baksha
mere gulshan ki haryali ko
tune rup fizao ka baksha
mere gulshan ki haryali ko
abad nashe man tha jis par
tune kat diya us dali ko
mere sine ke sukh diye tune hai dukh
sari rashme kasme bhulai
wafa na ras aayi tujhe o harjai..(x2)
mohlat na mile shayad mujhko
ab tujhse bichad ke milne ki
mohlat na mile shayad mujhko
ab tujhse bichad ke milne ki
arman hue sab khak mere
khwahish na rahi ab jine ki
yadon ki chubhan sanso ki agan
mere man hai aaj shamai…
wafa na ras aayi tujhe o harjai..(x2)
mujhe o bewafa jara ye to bata
tune aag ye kaisi lagai…
wafa na ras aayi tujhe o harjai….(x4)
Wafa Na Raas Aayee Lyrics – Bewafa Sanam Old Hindi Song is a popular bollywood song Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Wafa Na Raas Aayee Lyrics – Bewafa Sanam Old Hindi Song is sung by the artist.
Album information for Wafa Na Raas Aayee Lyrics – Bewafa Sanam Old Hindi Song is currently unavailable.
Wafa Na Raas Aayee Lyrics – Bewafa Sanam Old Hindi Song is a bollywood song.
Yes, you can read the complete lyrics of Wafa Na Raas Aayee Lyrics – Bewafa Sanam Old Hindi Song online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by the artist and discover related songs on ASOM Lyrics.