| Singer | Abhijeet Bhattacharya & Poornima |
| Genre | Dance |
| Language | Hindi |
| Album | Sher-e-hindustan |
woh ja rahi hai ladki
dupatta uchhal ke
woh ja rahi hai ladki
dupatta uchhal ke
seene se mere le gayi
dil ko nikaal ke
woh ja raha hai ladka
dil ko uchhal ke
woh ja raha hai ladka
dil ko uchhal ke
woh jaan meri le gaya
tan se nikal ke
woh ja rahi hai ladki
dupatta uchhal ke
woh ja rahi hai ladki
dupatta uchhal ke
seene se mere le gayi
dil ko nikaal ke
pehali nazar mein woh
mujhe deewana kar gayi
woh jaane jaana pyaar ki
had se ghujar gayi
pehali nazar mein woh
mujhe deewana kar gayi
woh jaane jaana pyaar ki
had se ghujar gayi
main dekhati reh gayi
ye nain lad gaye
kuch iss adda se dekha usne
hosh udd gaye
hai dil pe lage hain mere
hain jhatke kamaal ke
hai dil pe lage hain mere
hain jhatke kamaal ke
woh jaan meri le gaya
tan se nikal ke
woh ja rahi hai ladki
dupatta uchhal ke
woh ja rahi hai ladki
dupatta uchhal ke
seene se mere le gayi
dil ko nikaal ke
chahat ki ek kali mere
iss dil mein khil gayi
dil jisko dhundhata thaa
ladki woh mil gayi
chahat ki ek kali mere
iss dil mein khil gayi
dil jisko dhundhata thaa
ladki woh mil gayi
na jaane kyaa huaa mujhe
kyun pyaar ho gaya
kal tak jo ajnabee thaa
wo mera yaar ho gaya
rakhenga woh umra bhar
mere dil ko sambhal ke
rakhenga woh umra bhar
mere dil ko sambhal ke
woh jaan meri le gaya
tan se nikal ke
woh ja rahi hai ladki
dupatta uchhal ke
woh ja rahi hai ladki
dupatta uchhal ke
seene se mere le gayi
dil ko nikaal ke
woh ja raha hai ladka
dil ko uchhal ke
woh ja raha hai ladka
dil ko uchhal ke
woh jaan meri le gaya
tan se nikal ke.
Wo Ja Rahi Hai is a popular hindi song performed by Abhijeet Bhattacharya & Poornima. The song belongs to Sher-e-hindustan and has gained popularity among music lovers. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Wo Ja Rahi Hai is sung by abhijeet bhattacharya & poornima.
Wo Ja Rahi Hai belongs to the album Sher-e-hindustan.
Wo Ja Rahi Hai is a hindi song.
Yes, you can read the complete lyrics of Wo Ja Rahi Hai online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by abhijeet bhattacharya & poornima and discover related songs on ASOM Lyrics.