| Singer | Kishore Kumar & Lata Mangeshkar |
| Genre | Love |
| Language | Hindi |
| Album | Ulta Seedha |
yaar ki gali din bahar ka haye
aa gaya maza aaj pyar ka haye
yaar ki gali din bahar ka haye
aa gaya maza aaj pyar ka haye
oo ho oo ho oo
yaar ki gali din bahar ka haye
aa gaya maza aaj pyar ka haye s
oo ho oo ho oo
ek teri nazar hain
ek meri nazar hain
ek teri nazar hain
ek meri nazar hain
bich mein ab nahin yaar koi
parda hai na deewar koi
bas isi ka to intzaar tha haye
aa gaya maza aaj pyar ka haye
oo ho oo ho oo
baat chhup chhup ke
meri jaan kar nahin
raaj hai apna kisi ka dar nahin
baat chhup chhup ke
meri jaan kar nahin
raaj hain apna kisi ka dar nahin
pyar karle aaj to dil khol ke aa
roj dilbar kaha milega
aisa haseen mauka
hath se mila hath yaar ka haye
aa gaya maza aaj pyar ka haye
oo ho oo ho oo
dil tera bhi pyasa
dil mera bhi pyasa
dil tera bhi pyasa
dil mera bhi pyasa
yun to main mohabbat mein jani
ke sar se gujar jaye pani
is kadar ye dil bekarar tha haye
aa gaya maza aaj pyar ka haye
yaar ki gali din bahar ka haye
aa gaya maza aaj pyar ka haye
oo ho oo ho oo.
Yaar Ki Gali Din Bahar Ka Aa Gaya Maza Aaj Pyar Ka is a popular hindi song performed by Kishore Kumar & Lata Mangeshkar. The song belongs to Ulta Seedha and has gained popularity among music lovers. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Yaar Ki Gali Din Bahar Ka Aa Gaya Maza Aaj Pyar Ka is sung by kishore kumar & lata mangeshkar.
Yaar Ki Gali Din Bahar Ka Aa Gaya Maza Aaj Pyar Ka belongs to the album Ulta Seedha.
Yaar Ki Gali Din Bahar Ka Aa Gaya Maza Aaj Pyar Ka is a hindi song.
Yes, you can read the complete lyrics of Yaar Ki Gali Din Bahar Ka Aa Gaya Maza Aaj Pyar Ka online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by kishore kumar & lata mangeshkar and discover related songs on ASOM Lyrics.