| Singer | Abhijeet Bhattacharya |
| Genre | Romantic |
| Language | Hindi |
| Album | Qayamat: City Under Threat |
rahul aaj mein ghar
pe bilkul akeli hoon
oh dekho sheetal
bilkul mat ghabrana
aur khidki darwaja
achitarah band karke sona
aur haan ek torch
apne paas rakhna
rahul try to understand
mere ghar mein aaj
koi nahi hai aah
yaar pyaar ho gaya
kuch to yaar ho gaya
tootke yeh badan
baazoon mein teri
zaro zar ho gaya
yaaron pyaar ho gaya
kuch to yaar ho gaya
tootke yeh badan
baazoon mein teri
zaro zar ho gaya
yaar pyaar ho gaya
zara band karloon
khule khidkiyon ko
main parde gira doon sanam
jo tere mere beech
mein aa gayi hain
woh doori mita doon sanam
zara band karloon
khule khidkiyon ko
main parde gira doon sanam
jo tere mere beech
mein aa gayi hain
woh doori mita doon sanam
chamatkar ho gaya
kuch to yaar ho gaya
tootke yeh badan
baazoon mein teri
zaro zar ho gaya
yaar pyaar ho gaya
tera jism choo ke mohabbat ki
lau se behekta hai mera badan
sulagti hain saasen behekte hai
armaan mehekta hai mera badan
tera jism choo ke mohabbat ki
lau se behekta hai mera badan
sulagti hain saasen behekte hai
armaan mehekta hai mera badan
kya khumaar ho gaya
haan kuch to yaar ho gaya
tootke yeh badan
baazoon mein teri
zaro zar ho gaya
yaar pyaar ho gaya
kuch to yaar ho gaya
tootke yeh badan
baazoon mein teri
zaro zar ho gaya.
Yaar Pyar Ho Gaya is a popular hindi song performed by Abhijeet Bhattacharya. The song belongs to Qayamat: City Under Threat and has gained popularity among music lovers. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Yaar Pyar Ho Gaya is sung by abhijeet bhattacharya.
Yaar Pyar Ho Gaya belongs to the album Qayamat: City Under Threat.
Yaar Pyar Ho Gaya is a hindi song.
Yes, you can read the complete lyrics of Yaar Pyar Ho Gaya online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by abhijeet bhattacharya and discover related songs on ASOM Lyrics.