| Singer | Mamta Sharma |
| Language | Hindi |
main chahun tujhe
kisi aur ko tu chahe yaara
ab pyar nahi hoga humse phir dobara
pyar karun main yaar tujhe inna saara
ek janam hai kya
sau janam bhi hai tujhpe waara
har pal har dua mein
dua mein tujhe yaad karte hai
sau sau baar karte hai
mile har janam tu hi humko
yahi fariyad karte hai
jab sochu tujhe sochu yahi kaam karte hai
aaye jo tujhe hichki hum yaad karte hai
tere door jaane se din raat darte hai
tere door jaane se din raat darte hai
main sochu tujhe
kisi aur ko tu soche yaara
ab pyar nahi hoga humse fir dobara
pyaar tujhe karte hai hum inna saara
ek janam hai kya sau janam
bhi hai tujhpe waara
har pal har dua mein
dua mein tujhe yaad karte hai
sau sau baar karte hai
mile har janam tu hi humko
yahi fariyad karte hai
keh diya sab kuch par kuch toh baaki hai
mujhko toh teri ik nazar hi kaafi hai
jisme hai tu raazi usme hi main raazi
jisme ho tu raazi usme hi main raazi
main dekhu tujhe
kisi aur ko tu dekhe yaara
ab pyar nahi hoga humse fir dobara
pyaar tujhe karte hain hum inna saara
ek janam hai kya
sau janam bhi hai tujhpe waara
har pal har dua mein
dua mein tujhe yaad karte hai
sau sau baar karte hai
mile har janam tu hi humko
yahi fariyad karte hai
dua mein tujhe yaad karte hai
sau sau baar karte hai
mile har janam tu hi humko
yahi fariyad karte hai
यारा Yaara Lyrics – Mamta Sharma is a popular hindi song performed by Mamta Sharma. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
यारा Yaara Lyrics – Mamta Sharma is sung by mamta sharma.
Album information for यारा Yaara Lyrics – Mamta Sharma is currently unavailable.
यारा Yaara Lyrics – Mamta Sharma is a hindi song.
Yes, you can read the complete lyrics of यारा Yaara Lyrics – Mamta Sharma online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by mamta sharma and discover related songs on ASOM Lyrics.