| Singer | Jubin Nautiyal, Zara Khan |
| Language | Hindi |
| Album | Mumbai Diaries |
thamti chalti yeh zumbishein
dikhti chhupti yeh ranjishein
girta lage hai aasmaan
chubhta kaaton sa yeh jahaan
andhere mein hi ujala khile
zara sa sahi
sawalon mein hi iraada mile
aur raahein nayi
yeh haalaath hai yeh jazbaat hai
kyun dil mein bhare sawalaat hai
yeh haalaath hai yeh jazbaat hai
kya sar se utha rabb ka haath hai
har pal badle kyun karwatein
kismat ki bheegi silwatein
yeh lamha lagta hai veeran
kya mit payega yeh nishaan
andhere mein hi ujala khile
zara sa sahi
sawalon mein hi iraada mile
aur raahein nayi
ho ho ho ho…
yeh jazbaat hi toh saugaat hai
yeh seekhe agar toh kya baat hai
yeh jazbaat hi toh saugaat hai
yeh seekhe agar toh kya baat hai
yeh haalaath hai yeh jazbaat hai
kyun dil mein bhare sawalaat hai
yeh haalaath hai yeh jazbaat hai
kya sar se utha rabb ka haath hai
yeh jazbaat hi toh saugaat hai
yeh seekhe agar toh kya baat hai
yeh jazbaat hi toh saugaat hai
yeh seekhe agar toh kya baat hai
Yeh Haalaath Lyrics – Jubin Nautiyal | Mumbai Diaries is a popular hindi song performed by Jubin Nautiyal, Zara Khan. The song belongs to Mumbai Diaries and has gained popularity among music lovers. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Yeh Haalaath Lyrics – Jubin Nautiyal | Mumbai Diaries is sung by jubin nautiyal, zara khan.
Yeh Haalaath Lyrics – Jubin Nautiyal | Mumbai Diaries belongs to the album Mumbai Diaries.
Yeh Haalaath Lyrics – Jubin Nautiyal | Mumbai Diaries is a hindi song.
Yes, you can read the complete lyrics of Yeh Haalaath Lyrics – Jubin Nautiyal | Mumbai Diaries online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by jubin nautiyal, zara khan and discover related songs on ASOM Lyrics.